[YOUTUBE]https://www.youtube.com/watch?v=fgoUX_vFDeo[/YOUTUBE]
aao lukkhon aaj tumhe ek kahani sunata hu main
BB ki kahani sunoge ... jaa taklu
mere paas aao mere lukkhon ek kissa suno
mere paas aao mere lukkhon ek kissa suno
pichle hafte ki baat hai,
bolo na chup kyon ho gaye
weekend ke vaar ki raat thi
padi muhe eviction ki ek laat thi
main house se evict ho kay jaa raha tha
ja raha tha, nahi aa raha tha, nahi ja raha tha
of fo aage bhi to bolo na uncle,
batata hu batata hu
nahi bhulti uf wo eviction ki raat,
yad hai wo thi sunday ki raat
chala ja raha tha mai darta hua
BB se request karta hua
bolo BB ki jay,
jay jay BB creative team ki jay
kamra the chohta magar darwaaza khula tha
us mein ek bed aur sofa pada tha
laraz raha the mein eviction ke dar se,
par ab lag raha tha nahi hua main evict ghar se
baitha jo mein sofa pe swift
mere saamne aa gaya ek script
meri nazar phir gayi
dipika meri target ban gayi
main lapka BB jhapka,
BB upar main niche
wo aage main pichhe,
phir kya hua,
khuda ki qasam maza aa gaya
mujhe bhej kar BB dipika ko khaa gaya
kha gaya, lekin abhi to dipika house main hain
are ye hona bhi koi hona hai
lallu aain
Edited by Dr.Hippopotamus - 7 years ago