Mausam ne li angdayee
Phir kis baat ki hain ladayi
Tayyab ali pyar ka dushman hai hai
Naina ka dil Deewana
Bin sameer sajna ke maane na
Rakesh paglaa hain
Samjhane se samjhe naa
Sameer ladka hain , Naina ladki hain
Hitler aaya toh sach kehta hoon
Chala gaya mausam dosti ka
Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine man me kayi Baar
Rakesh ki nazar
Pade shefali ki hot mummy par
Aur ho jaaye un dono ko pyaar
Kabootar ja ja ja, kabootar ja ja ja
Librarian ke sar pe kar de Gaga !