Jab narottam adiraj ko chakma dekar gaya usse ye lagta hai shayad wo uski maa ke pass gaya ya phir wo waha gaya jaha usne vatsalya ko kidnap kia hai ya phor ye bhi hosakta hai ki sudha aur narottam dono ne vatsalya ko kidnap kia ho
Reh reh ke ek baat samj nhi aati jb vatsalya ghar se bhag raha tha tab narottam ne usse dekha bt kisiko bola nhi iss scene ka kya matlab hua shayad yahi narottam ka plan ho ki pujan uspe hamla kare aur tabhi wo vatsalya ko kidnap kare