Well, ye ek historical kam, fictinal jyada ban chuka hai
Par agar reality ki baat kare to chanakya ki baat manna, kabhi galat nhi mana ja sakta, seriously, unpe blind trust kiya ja sakta tha...
Aur ek fact bhi hai, ek sawal ata hai ki agar tum gareeb insaan ho aur tumhare samne ek taraf raja hai aur ek taraf bahut vidhvaan guru...to kiski madad karne se tumhara jyada fyda hog... to answer vo guru hai... kunki raja tumhe paise de sakta hai jo jald hi khatam ho jainge... par ek guru tumhe raja bana sakta hai...
Isiliye tum kisi bhi great king ki bare me padhogo to hamesa usski success uske guru hi hote hain... isiliye ye bhi fact hai ki king ko hamesha apne guru ki baat maanjni nhi to kamse kam uspe bahut sochna chahiye...
Aur chandra to vese hi bahut famous tha is topic par... to ye expect karna ki vo uske khilaf jaye... ye possible nhi hai... kunki jo raja bana sakta hai vo bhikari bhi bana sakta hai... aur ye baat chankya prove bhi kar chuka hai