" Thapki galat lag rahi hai tumhe? Thapki to hamesha pyaar ki hoti hai... aansoo gir rahe ho to unhe rokne ki Thapki...khushi mein, khushi ko aur badhane ki Thapki..ladkhada jaye to sambhalne ki Thapki...Aur akelepan mein sath dene ki Thapki...samze bihaan?? "
On this bihaan sees Thapki n says to Vasu (infact Bihaan gives tight invisible slap to Thapki with his words 😆...Thapki is getting back what she gave to Bihaan in past with vani drama..)
"Yehi Thapki agar koi kas ke gal pe mar dena, to wo thappad ban jati hai..yehi Thapki agar sahara dete dete agar akela chhod de to, gira deti hai, akela kar deti hai...yehi Thapki agar, pyaar ke badle dhoka de, to aansu me dubo deti hai...nafrat ban jati hai..."
Vasu - " Nahi Bihaan, hamari thapki aisi nahi hai...hamari thapki aisi ho hi nahi sakti.."
Bihaan - " Thapki aisi hi hai maa...thappaad ban chuki hai wo hamari zindgi ke liye, jise dard aur chot ke siva kuchh dena nahi aata..
Aap bhi apni mamta bekar mat kijiye us Thapki pe...warna aap bhi hamari tarah apna sab kuchh kho bethegi.."
Kudos to writers, they gave awesome dialouges in this scene, which were so meaningful...👏This is called Thapki...emotions ki..😊