Band karo ye bakwas yaar
Ravish kab tak sahega emotional atyachar
Atharv or kitna rahega beemaar
Vividha kab tak bani rahegi lachaar
Ek Do Teen Chaar
Ravish ko bhula do uska pyar
Vividha ko mila do uska pyar
Atharv ko yad dila do uska pyar
Ek Do Teen Chaar
Mana ye hai show bekaar
Drag se inhe unconditional pyar
Fir bhi hum dekhen iss baar baar
Ek Do Teen Chaar
Alright too much bored so here is the reflection 🤣 🤣 🤣