Midnight
Kartik wakes up and goes to kitchen to have water.
Naira also comes to the kitchen.
Naira and kartik collides and gets shocked seeing each other and shouts. Kartik keeps his hand on nairas mouth.
Kartik: kya hogaya. Itna chila rahi ho jaise koi bhoot dekh liya ho.
Kartik starts drinking water but naira snatches the glass from him.
Naira: tum... Tum kar kya rahe ho yaha. Ye mera ghar hai. Tum mere ghar tak pohonch gaye. Aaj toh mein tumhe chorongi nae.
Kartik gives a carefree look.
Naira starts calling everyone.
Naira: papa, muma, bhai, dadi jaldi aiye.
Everyone comes down.
Naitik: naira kya hua. Itni raat ko sub ko kyu bula liya.
Naitik sees kartik.
Naitik: kartik tum...
Naira: papa aap ise jante hai.
Naitik: naira ye kartik hai. Mere dost ka beta. Kuch dino ke liye ye humare sath rehne aya hai.
Naira looks at kartik. Kartik smirks.
Gayu comes to naira.
Gayu(slowly to naira): naira kisi ko kuch maat batana please warna fazool mein baat bhar jaegi.
Ak: naira kya hua.
Naira: woh... mein.. kartik ko dekh kar choonk gayi thi. Aap log jaa kar soh jaeiye. Good night.
Naira hurriedly leaves with gayu.
Everyone goes to their rooms.
Gayu and naira comes to their room.
Gayu: ye kartik aab kuch dino tak issi ghar mein rahega. Mujhe toh abhi tak yakeen nae ho raha.
Naira: iss kartik ko toh mein chorongi nae.
Suddenly they hear a sound of loud music.
Naira: ye itni raat ko kon music chala kar betha hai.
Gayu: baki rooms dusri taraf hai naira. Yaha tak music ki awaz nae ati. Ye shayad side wale room se aa rahi hai.
Naira goes to check.
Naira knocks on the door and kartik opens it.
Kartik: what the hell are u doing here.
Naira: ohh.. Toh tumhe ye room mila hai.
Kartik: ji mujhe yahi room mila hai.
Naira: music baand karo.
Kartik: kyu??
Naira: mujhe sohna hai and iss loud music se mujhe problem ho rahi hai.
Kartik: toh soh jao lekin ye music toh baand nae hone wala.
Naira enters the room, takes the scissor and cuts the wire of speaker.
Kartik: how dare u. Tumhara dimag theek hai.
Naira: jis cheez se mujhe problem hoti hai usse mein kaat ke phenk deti hoon. Bachke rehna kahin tumhara bhi yahi haal na ho.
Naira smirks while kartik stares her angrily.
Naira leaves.
5