Originally posted by: vinlora
Hi santhosh
Proof chodo na yaar...bihaan tho hamesha thapki ke aankho mein sachchayi pad sakta tha na????tho phir ab kya aankho mein Patti hai ?ya bihaan andha ho gaya hai? ??? Ek baar tho thapki par trust karliya hota. ... ek relation strong hone ke liye pyaar ke saath trust bhi important hai...yahan tho bihaan ko trust naam ki (thapki par) cheez yi pata nahi hai😡I hate bihaan...
I just hate Bihan only but I Love my MANYASA😳
but i am still bihaan side, bas samjo a real life hain ,kyoun ki mai future ke baare mai soch raha hoo..
iss baar maa naam ki patti bandh liya hain bihaan ne (aye pehli baar tho nahi),
maa ki baath kare tho agar mai bhi unki place hotha tho mai bhi wahi kartha ...
patha nahi tum na ek tappad se itni gussa aur bihaan par naraaz hui , socho bihaan ko sach patha chalega tho unka haalath kya hoga sab kuch katham hojayega hunke liye...
ab batha do tappad se bada dard khoun sa hain...