Same day at night
Naira and gayus room
Gayu was reading book and naira was using her phone.
Gayu: naira kabhi parh bhi liya karo sara din phone par lagi rehti ho.
Akshara comes to there room
Ak: kya ho rhaa hai
Suddenly naira jumps in excitement.
Ak: kya hogaya naira.
Naira: mumma gayu kaal shaam ko freshers party hai collage mein.
Gayu: kis ne bol diya? Collage mein teacher ne toh kuch bhi nae bataya tha.
Naira shows her phone to gayu.
Naira: dekho na gayu collage ke fb page par likha hai.
ak: dress code kya hai?
Naira: woh nae likha hua. Kaal collage se pata kar lenge.
Gayu: mumma aap bhi chaliye na kyu ke naira se zayada excited toh app hai.
Ak: kya na excited hoon meri betiyon ki collage mein pehli party hai. Kaal hum log shopping par chalenge.
Gayu: uss ki kya zaroorat hai.
Naira: zaroorat hai mein toh jaongi shopping par.
Gayu: parhne mein kabhi itni excited hui ho naira.
Naira: hui hongi lekin abhi yaad nae aa raha.
Ak: aab raat ho gayi hai so jao aur naira phir se agar tum raat ko daar tak jagi ho toh phir kaal party mein nae jane dongi. So jao.
Gayu: good night mama
Naira: good night mama
Ak: good night.
Next day at collage.
In class.
Fab 5 came in the class.
Varun stands on the desk.
Ms gupta: varun ye kya kar rahe ho.
Varun: mam announcement karni ahi. Aawaz sahi se pohonche gi sub tak.
Varun: guys and girls aaj shaam ko freshers party hai 5:00pm to 9:00pm. Dress code western.
Kartik: toh please koi saree ya jagra choli maat pehenkar aana.
Fab 5 leaves.
Naira and gayu discuss about the freshers party.
Gayu: naira party attent karna zaroori.
Naira: zaroori hai warna apke marks kat sakte hai.
Gayu: really!
Naira: haan
Naira starts laughing
Gayu: nairaaa...
Naira: sorry sorry.
Bell rings and gayu n naira leaves the class.
Gayu and naira sits in the car and naira suddenly realise that she left her book in class.
Naira: gayu i think mein apni book class mein bhul gayi aap ruko mein lekar aati hoon.
Gayu: theek hai. Jaldi ana.
Kartik is in classroom with his gf. Kartik is about to kiss his gf just than naira opens the door. Naira feels awkward.
Naira: woh mein apni book lene ayi thi.
Naira picks her book.
Naira(mummers): sharam naam ki toh cheez hi nae hai iss larke mein. Collage ko lovers point samajh rakha hai.
Kartik hears it and says thanks.
Naira looks at him angrily and leaves.
Gayu and naira comes back home and after sometime leaves for shopping mall.
At mall.
Fab 5 is at the same mall.
Gayu and naira were taking the elevator just than gayu remembers something.
Gayu : naira tum upar chal mein aati hoon.
Naira: kya hua?
Gayu: woh mumma ne mujhe mishti ke liye doll lane ko bola tha. Shop yahi hai mein doll le leti tab tak aap upar jao aur dresses dekho.
Naira: theek hai.
Naira takes the elevator meanwhile kartik also takes the same elevator. They didnt see each other. No one else was in the elevator
Naira and kartik sees each other.
Naira: tumm..
Kattik: tum...
And suddenly the elevator stopped.
Naira and kartik looks at each other and gets tensed.
Precap: kartik and naira are stuck in elevator. There nok jhok. Naira gets unconscious.
5