Pata hai koi hurt karna nahi chahta tha lekin ma hui na sab sa show ko enjoy kia lekin mera kya ma usa baat sa hurt nahi hui hun uska baad jo sab na kaha usa hun aur nidu na kaha ma usa lovey dovey baatei kia lekin jab pata chala ki wo ali hai ma reverse gear le lia lekin ma to sab sa yasha hi baat karti hun mujha jyada samjhdari ka baata samjha nahi ati aur mujha kya pata yanha girl and boy kaun hai ma sab sa yasha baat karti hu na aur maina kabhi kisi ladka sa baat nahi ki apne life ma jab wo yasha baat karna laga ma darr gayi toa maina sab sach kaha apne barema ki mera sa koi galti na ho aur usna usa baat ka mazzak udaya wo mujha bura laga;( ma kya karu ma aisi hi hun mujha apne bahar ka life kaisi hai pata nahi nahi meri koi friends hai fb pa kuch friends hai wo vi choose kia hua wo vi ma soach ka karti hun lekin yanha ma to sirf aap sab ki friend bana chahti thi kuch masti karna chahti thi lekin meri situation ka aap na mazzak udaya 😭Originally posted by: RagingBlaze
arey mona relax . nidu tere saath mazak kar rahi thi . infact tere alawa kitty and ashi ko bhil laga ki nidu male hai🤣🤣chill mona .. friends k saath iss type k light pranks khelte hai log . bura mat maan .nidu , dishu , ekku , sanna mein se koi tujhe hurt nai arna chahta tha 😳😳