Inti Purani Jise , mein bhi Bhool bethi thi .
Wapis ake Deka aj , wahi sawera wahi sanj
Yadon ki gathri bhi thi wahi Dabi , mien Khola toh bikhar padi
Khoya bachpan thama gayi ,mere Ghar ko Mujhe Lauta gayi Ansu Palko pe aur Bholi muskan mere labon pe basa gayi
BR]
Kilkariyein Meri Jese ab bhi yahan gungti hain
Woh tuti Gudiya Meri Dekho ab bhi Mujhe doondhti hain
Intezar darwazein per ab bhi kabhi karti hoon , Aj phir Khelna hain papa , un toffies ko ab bhi miss karti hoon
Chalo aj phir chupti hoon ma , Tum phir doond Lena
Doond logi Na ma ? Kahin Khood na chup Jana
Teri bindi aj Meine lagayi hain
Kash Tum Dekh pati ma Teri Suman aj ghar laut Ayi hain BR]
Heya how was it?
Btw I loved how Shravan kept on nodding