
Chapter 1
Anna remembering Manav's words..
"Mere saath bhi Kuch aisa hua tha Jo me kisoko nai bata sakta. Agar mummy Papa ko pata chal gaya to woh jitte ji Mar jayenge.. Yeh baat bardasht nai kar payenge..." ...
" Manav toh kehta h ki me uski best friend huu.. Woh toh mujhse pyaar karta h.. Phir bhi mujhe nai batata ki kaunsi baat h. Thik hai mein abhi usko aur Sharad ko leke confuse huu par phir bhi humari dost, saalo pehle ka saath bhi usse yeh yakin nai dilata ki mein uski baat samjungi aur usse support karungi... Toh mujhe kyun nai batata. ... Jane do mujhe bhi nai pata karna.. Nai par Sharad toh alien h isliye usne yeh raaz sabse chupaya taki sab un logo apne bte ko dhundhne me koi rukawat na bane aur humans aliens ki ladai na ho... Par Manav.. Woh thode hi alien h ki woh apni baat chuppa raha h.. Aur pata nai kya kisse chup chup ke code words me baatein karta h.. Nai.. Manav mera best friend h.. Toh mujhe pata karna hi hoga ki woh kya baat hai jk Manav hum sabse chhupa rha h.. Par mujhe yeah ab akela hi karna hoga.. Woh buddhi Sharad ko me pareshan nai kar sakti.. Woh apne bhatije ko dhundhne aaya hai na.. To wahi kare.. Haan.. Me akeli hi yeah pata lagati huu ki Manav kya chhupa rha h..."
Thus deciding she leaves for Manav's house..
----------------------------------------------------------------------------
Sharad remembering Manav's words..
" Sharad plz aisa koi sawal.mat puchho jiska sawab milte hi phir se yeh colonywale dhakka khaye.. Aur ek jhatka bardasht nai payenge yeh log."...
" Manav ne aisa kyun kaha.. Kya wajah ho sakti h aisi ki Manav kisoko bhi nai batana chhata aur sochta h ki sach uska sach samne aaya to colonywale bardhast nai karenge.. Hum sab aliens hai yeah toh sabne swikar kar hi liya aur thode nakhare dikha kar apna bhi liya aur wada kiya h ki humari madad karenge... Toh Manav toh unka apna hai na.. Toh uski madad bhi toh sab karenge jaise woh humesha humari madad karta h... Mujhe Manav se baat karni hi hogi iss baare me.. Aur agar usne nai kaha toh uska Mann padhke pata karna hoga mujhe.. Hooon.. Yahi sahi rahega..."
Making up his mind he goes to Manav..
---------------------------------------------------------------------------------
Lajjo Aunty remembering Manav's words...
"Mein inka beta nai huu.." ...
" Manav yeh sochta h ki woh mhara beta nai h.. Kyu.. Janam na diya toh kya me uski maa nai... Mhareko Manav se baat karke usse samjana hoga ki woh aisa na sochhe.. Woh toh mane mhare haan se bhi pyaara hai.. Janam na de pai usse uska dukh toh mhare ko hona chahiye.. Par apne sine se laga kar pala hai Maine aur ojhaji usse.. Agar ojhaji ki kissi baat ka usse bura laga ho toh mujhe hi usse samjana hoga aur ojha ji ko bhi samjana hoga ki aisi baatein naa kare... Mhara Manav aisa bolta hai ki woh mhara beta nai hai.. Yeh baat me naa sunke baithungi.."
Thinking how should she speak to Manav about this.. & she sees Manav standing outside d house near d garden & seeing upwards.. She feels upset... & goes towards Manav to console him..
----------------------------------------------------------------------------------
Varsha remembering Manav's words..
" Mein bhi utna hi jiunga jitna aap log jiyenge.." ...
" Manav ne aisa kyun kaha.. Kya baat thi.. Uski woh Mann ki hasi joh Hume aise umid se dekh kar uske Mann me hui.. Kyu.. Kya woh.. Nai.. Par detector specks me toh insaan hi dikha tha.. Phir.. "
Vasant comes & sees his sweet lovely wife thinking sumthing her head tilted on window frame looking out in space.. By her look he knew very well of what she is thinking... & as d responsible husband in him tells him to cheer up or at least divert her mind so that she won't b depressed. So he thinks d best way to make her normal is to divert her mind.. & that can b done by talking with her about their dearest son Hemant..
" Yeah Genda bhi na.. Pata nai kya kya karta rehta h.."
said Vasant while nodding his head to & fro..
Hearing d word Genda she knew her son had did sumthing & her husband is angry on him as usual..
"Kya hua Vasant ? Ab kya kiya aapke ladle Gende ne??"
raising her eye brows & fake smiling
"Puchho mat.. Sabko pareshan karta hai.. Aisa agar kisine bhi aaj ke baad bolana toh me usse woh.. Ronnie kya kehta hai mukka.. Mukka marunga.."
On hearing this statement from her husband she was dumbstuck. & asked...
"Kya? Vasant aapko tabiyat toh thik na.. Aap kya keh rahe hai.. "
Patting himself in mind for the successful start of divertion & feeling relaxed a bit he said...
"Varsha!! Tum sunogi to tum bhi yahi kahogi..."
Varsha relpied instantly wanting to know what her son did to make Vasant possessive of him..
" Achha!! Woh dekhenge.. Pehle batayiye kya hua.."
Vasant starts to say what happened ..
" Woh Bhavana Aunty aaj Bhairavi se naaraz hoke usse ghar se chale jaane se kaha na.. Aur Maine Bhairavi kp yahan rehne nai diya kehke pehle hi humare yahan Hemant hai.. Do nai chahiye ek saath.. Toh Hemant ne Bhairavi se kaha ki Woh yahan aake humare ghar me rahe aur woh khud Bhavana Aunty ke ghar chala gaya rehne.. Aur itna pareshan kiya Bhavana Aunty ko ki Bhavna Aunty khud chalke yahan aayi aur Bhairavi ko yahan se leke gai.. Woh bhi bade pyaar se... Bhairavi kitni khush thi ki uski baa khud usse lene ayi.. Usse kya pata ki Bhavana Aunty Hemant se pareshan hoke usse leke gai... Sach me Varsha hemant bilkul tumpe gaya hai.. pyaara, massom, bholla.."
Varsha retorts
" Vasant Hemant massom hai par sachha mehnati aur madad ke liye tatpar hota hai.. bilkul aapki tarah.. Hemant bilkul aap pe gaya hai Vasant.. Bahadur bhi hai.. kisise darta nai hai.. bilkul aapki tarah.. uska dil, uska jazaba bilkul aapki tarah hai.. Kisiko bhi pareshan nai dekh sakta hai kabhi bhi.. Aur yeah saare gunn aapke hain Vasant.. aab batayiye Hemant kispe gaya hai?"
Vasant smiling inwardly..
" Varsha thik hai baba, Hemant mujh pe gaya hai bus khush.."
Varsha-Vasant hugging & doing gli gli gli.. (imagine their romance)
& suddenly they see sumthing in d sky which holts them...
----------------------------------------------------------------------------------------------------
Sharad sees Manav & goes towards him.. Manav was staring at the sky.. as if searching sumthing.. Sharad patting Manav's back..
" Manav!!! mujhe tumse kuch puchhna hai.. puchhu?"
"Abhi nai Sharad please baad me.."
Manav again starts staring at sky.. Sharad thinks..
" Mein uska mann padhta huu.. toh pata chalega Manav itna bechain kyun lag raha hai"
Hearing Manav's mind
"Kab ayegein woh aur kitna samay lagega?"
& he even starts eating his hand just like Sharad does when worried..
" Yeah Manav upar aasman me kya taare dhundh raha hai ya chaand dhundh raha hai.. Par aaj toh amavas hai toh chaand toh niklega nai.. Mujhe Manav ko batana chahiye"
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Aur achanak hi aasman me ek tez roshni uthti hai.. Sharad ki nazar padti hai uspar.. & uske expressions changes to surprise to shock to anger to worriness & then he thinks to run to Vasant..
Here Vasant Varsha also see the same light in the sky & immediately understands what is it? & get shocked.. & they both run downstairs holding each others hand..
--------------------------------------------------------------------------------------
That light is none other than a spaceship... A girl of around 35 yrs comes out of it & hugs a man & says
"I LOVE YOU so much!!!!"
"I MISSED YOU"
& kisses his cheek
----END of Chapter 1----
The question that wat is Manav hiding was eating everyone's head. Was making everyone curious, anxious & worried.. But answer to this question is only with one person. Manav himself.. Or everybody thought so..
But unknown to all Sumone was arriving who would probably be able to give answers to their question's..
Who is that person..??
Wat is the relation of that person with Manav??
Or is that person here for sumone else??
To know answers to all this questions stay tuned...
Chapter 2
Edited by coolhi1988 - 9 years ago