Very nice update! Di
Loved it!
Ishita ko chont lagi aur. .
Raman khud ko uss ki wajhe samjh raha hai. .
Avi ne kaha ishita ka accident hoa iss liye. .
Ishita physically nahin hai. ...
Raman ne ishita ka khayal Rakha. ..
Subbu yahan bhi ..
Avi ne raman ko samjha ya. .ishita kya sonch ti hai. ...
Ishita ne short dress pehna. .
Jo raman bilkul bhi achcha nahin laga. .possessive kumar
Aur ishita jo kabhi saree nahin pehni. .
Raman k liye pehna...awww
Avi yaar ...kya idea nikala. ..
IshRa ko ghar mein bandh kar diya. .
Continue soon. ..
Congrats di 90 likes 👏
Bahut jald hundred ho Jayenge. .
Edited by asma18 - 10 years ago
1.2k