Seriously padne ke dil hi nahi kar raha 12 dec ko exam hai aur mein bilkul serious nahi 😆oh god
exam easy karna plz
chalo guys mein pad tho nahi rahe baith ke edit aur padaye ke elawa jo kar sakte ho kar rahe ho lol
guys iam back with my song thread so here is i hope u guys gonna love it
Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab
Jaise dargah pe baandhe dhaage tab
Bina maange hi mill gaya hai sab
Meherbaan hua hua
Meherbaan hua hua
Meherbaan.. hua
Meherbaan hua Rab
Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Arre, iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Hain jo iraden bata du tumko sharma hee jaogee tum
Dhadkane jo suna du tumko ghabra hee jaogee tum
Hamko aata nahee hain chhupana hona hain tujhme fanaa
Chand sifarish jo karta hamaree deta woh tumko bata
Sharmo haya pe parde gira ke karnee hain hamko khata
Jidd hain abb toh hain khud ko mitana hona hain tujhme fanaa
Hum lakh chupaye paayar magar
Duniya ko pata chal jayega
Lekin chup chup ke milne se
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Pehalee dafao se dekh kar, hone laga kuchh aisa asar
Khud se huyee mai bekhabar, mai hu yaha dil meraa hai vaha
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hee pal me achaanak dee hai nayi duniya
Dee hai nayi khushiya
Dono jahan ko bhula ke
bas tumko karna hai haasil
kitni mohabhat hai tumse
tumko batana hai mushkil
kya zindagi hai hamari
yeh hai amanat tumhari
bas ab yahi hai tamanna
saasein tumein de doon saari
honge kabhi hum na juda
rag rag laho ban ke behte hai
app apke dil mein rehte hai
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa
Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa
Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa
Tu kitni achchhi hai, tu kitni bholi hai
Pyaari pyaari hai (o maa aa aa... o maa )
Ke yeh jo duniya hai, yeh ban hai kaanto ka
Tu phulwaari hai (o maa aa aa... o maa )
Papa ki pari hoon main
O..O..Ho..Ho..Ho..
Aayi main aayi neele gagan se
Laayi main laayi taaron ke chun ke
Mere liye jo bana hai
Sun le jahan tu chupa hai
Paana mujhe mushkil hai
Phoolon jaisa mera dil hai
Aakar dekhle
Papa ki pari hoon main
Chhoti si pyari si nanhi si aayi koyi pari
Bholi si pyari si achhi si aayi koyi pari
Palne me aise hee jhulati rahe
Khushiyo kee baharo me jhumati rahe
Gate muskurate sangit kee tarah
Yeh toh lage rama ke git kee tarah
Ek Ladki Mujhe Chahti Hai Magar
Ek Ladki Mujhe Chahti Hai Magar
Bolti Kuch Nahin Main Kya Karun
Ladna Jhagadna
Jhagad Ke Akadna
Chodo Chodo In Baaton Ko
In Se Hoga Kya
Chotti Chotti Baaton Pe
Chidna Bigadna
Samjho Samjho In Baaton Se
Kuch Bhi Nahin Milta
102