Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread - 7th October 2025
5 MONTHS LEAP 7.10
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 8th Oct '25
HIGHER COURSE 8.10
Katrina already welcomed a child via surrogacy?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 8, 2025 Episode Discussion Thread
Abhimaan Edition: New Chapter Discussions
Naya safar college ka
Kaun banenge PL ke Mummy aur Papa(New)
Round 1 Slot 1 (Oct 7 6:30 PM IST / Oct 7 9 AM EST)
Now that's what I call a Wildcard
Saddist Pari, Mithali n Noina
Ananya Pandey - Chanel girl
Round 1 Slot 2 (Oct 7 10:30 PM IST / Oct 7 1 PM EST)
Congratulations Gen 4 team !!
ArIya/ETF OS: Rain, Coffee aur Thoda Pyaar
🏏Cricket Forum Banner Contest Results Announcement🏏
Songs on All Tranportation
Originally posted by: muskaan17rocks
Interesting start
Would love to read morePlease continue soon 😊
Originally posted by: kratiagrawal
wow really awsome...u updated so less
HAMARI ADHURI KAHANI
PART 2:
Heaven is the only word that can be described the environment of amergarh . every one Is dancing , smiling , singing and disturbing sweets in the arrival of the prince . celebrations is going into the palace of amergarh with a high zest , no one is carrying tiredness and workload , they waited for this moment and they are enjoying it with full enthusiasm .
In the royal darbar the two men are discussing something that can the change the fate of the next generation and fate can be a curse or a boon for them but no one knows which option will be chosen for them .
"wo shehzade ki janam ki khabar sun kar chup nahi baite ga , wo kch tabahi to zaroor karne chaiyey ga "says the older man
"jante hain hum baba sa uski fitrat ko ache se ye , ap pareshan na hoon meine sab intazam kar liya hai uska "says the younger man
"pareshan kaise na hoon , ap ache se jante hai wo amergarh aur akashgarh ko kabhi khush nahi deksakta ar itni bari khushi ko zaroor nazar lagane ki koshish kare ga RAHIL "says the father-in-law of king Rahil
"baba sa wo kis had tak ja sakta hia yeh hum jante hain par hum akele nahi auur hamare bete ki hifazat ke liyey hum kuch bhi karein gain , kisi bhi hadh tak jayun ga mein "says King Rahil
"janta hoon Rahil aur humein yakeen bhi hai ap par lekin yeh darr humein sukoon nahi se baitne daita "says the elder king JAMIL KHANZADA
"to phir yeh darr ap apne dil se nikal dijjey hamare hote huey koi bhi Amergarh ya is khandan ka kuch nahi bikar sakta "says another man who stood at the door of the chamber . Both king look toward the door and see the man and rushed toward him and hugs him turn by turn .
"ap yahan kab aye Amad Ali Khan "says the elder king
"jaise hi humein AHIL ki jana ki khabar mili , humse raha nahi gaya aur hum aur ziyara bhi ayein "says the king of AKASHGARH
"ap aye humein bohat acha laga par bhabhi kahan hain aur ap jante hai hum sab ki har harkat par nazar raki jati hai "says king Rahil and the elder king agrees
"apki bhabhi hamari bhabhi ke pass chali gayi , unse intezar nahi hai , wo ahil ko ssab se pehley dekna chahti thi aur uske baad apse milen gi ar jahan tak rahi baat nazar rake jane ki , jab tak hum sath wo kuch nahi kar paye ga hum doston "says King AMAD ALI KHAN
"humein kiya darr jab ap jaisa dost nubah bhai hamare pass ho "says KING RAHIL
"garv hain humein is dosti par ap dono hamesha savdhan rahey ga " the elder king JAMIL KHANZADA
"ji baba sa " replies the both king friends
after some time both the friends are sitting in the royal room of the queen of AMERGARH and remembering the good times and enjoying the new happiness in their life .
"hamara raja si beta kitna pyara hai hamara AHIL, mein to ise pyar se (suggest a nickname) kahun gi "says the malika ZIYARA
"hamari khushi to agayi hamare ghar AHIL ke roop mein ap ki khushi kahan hai malika ZIYARA" Says the malika KAINAT looking at her friend dearly . all the men are looking at the ladies talk and hearing their child Malika Ziyara is uncertain
"kiya huua beta pa teek haina "says the elder
"sab teek hai baba sa par hum is khushi se abhi mehroom hoon , pata nahi kab tak "says the malika ZIYARA looking sadly
"is mein darr ki koi baat nahi bhabi humein dekein humein AHIL ki khushi 5 saal baad mili hai ,apko bhi yeh khushi mile gi "says the king RAHIL looking lovingly at his friend and his sister like bhabi
"waise hum chahtey hai apki pehli aulad beti ho aur phir hum usse apse chura lain AHIL ke liyey "says the malika KAINAT and everybody laughs at her future planning
"kyun nahi bhabhi hamari aulad apki bahu ban kar aye isse ziyada aur kiya chaiyey , hamari aulad hamari dosti ko amar karey bas yahi tamana hai hamari bhi "says the king AMAD and every one says "amen " wishing this to be true
"dua soch kar mangi chahiye kiya pata kaun si dua kitna dard likh dee sab ke naseeb mein "says the a lady who is holding a stick with which she walks toward them
"ap yahan kismatlaika aur kiya matlab is baat ka "says the elder king and every one looks at her
"mein yahan mubarik daine aye thi shehzade ki janam ki par yahan akar sab ke sitare kuch aur hi keh rahein hai , ik lambi na khata honey wali dastan "says the future telling lady
"saaf saaf kahein kismatlaika , kaun si dastan aur kiya dard aur duua "says the king RAHIL and king AMAD agrees with him. The lady moves toward the crib and sits at the floor next to the crib and keep looking toward the crib and holds the hands of the prince and feeling the touch prince Ahil opens his eyes and make a sound saying something in his own language and the lady smiles hearing it
"ap jis ka puch rahe hain abhi uske aney mein waqt hai , abhi apko yahan baki logon se guzara karma hoga "says Kismatlaika
"yeh baat karahi hai ap kis ke anne ki baat karahi hai "says malika Ziyara
"sunein rajkumar ki awaz yeh unka puch rahe hain apne dil ke dusre hisey ka puch rahe hain yeh , daikin to inki muskan"says the Kismatlaika
"dil ke hisa "says the king Amad
"inke dil ka hisa matlab inka pyar yani apki rajkumari "says the lady
"hamari beti hogi ...sach mein batiye na ap aur yeh kiya ahil aur unke bare mein kaha apne , saaf saaf boliye khuda ke liye "says the malika Ziyara
"sach sun ki himmat rakiyey aur sach yeh hai apki ik beti honey anewaley waqt mein aur wo ahil ki mohabbt hogi lekin..."says the lady but something stops her
"ruk kyun gayin yeh to itni achi khabar hai par ab pareshan kyun hai "says the king RAHIL
"kyun ki sach mohabbat ki neev kurbani par raki jati aur wo kurbani bohat dard de apke bete aur beti ko , yeh is duniya mein ik dusre ke liyey ayein aur par ik dusre se milne ke liyey har moor par ik imtehan inka intazar kare ga aur khas tor par apki beti ka , aur dono ko apne hise ki kurbaniyan daini hogin , waqt inhein milvaye ga ajnabi bankar , yeh milen gain , ik dusre se jurein gain aur phir tootein gain aur phir inki himaat par hoga apni mohabbat ko jeetna agar yeh tootne ke baad bhi miley to yeh inki mohabbat ki jjeet ho gi par yeh sab waqt par hai ke woh kis tarha inka imtehan lay ga "says the lady and looks at every one who is standing worried listening to their future
Note: suggest me cute name for Ahil to be called by mailka ZIYARA and her Princess, i cant think 😆plz plz
Asya FF: Rendezvous with Honor Asad Ahmed Khan is the prodigal son. All the tabloids say so. Coming from an affluent family in Bhopal, he's done...
What a brilliant start to 2025, with Karan and Surbhi collaborating for ZOUK Bags for Valentines!💘 👜 Sharing photoshoot pictures here:
127