I am back with another story : "'TERA RASTA CHODU NAA'"
I am also currently writing another story "SYMBOL OF OUR LOVE"
I was just sitting and studying suddenly YHM and Ishra popped up in my mind so thought of penning it down.
All negative and positive comments are welcomed.
Happy reading! :)
INTRODUCTION:
SYDNEY, AUSTRALIA: Somewhere around 7am:
"Manshita betaaa utho jaldi chalo school jaana hai aapko. Hurry up.." She heard her mom yell.
"Ohh God mumma please aaj school nahi jaana mujhe."
"Nooo betu koi bahana nahi chalega. Mumma ne aapko sikhaya hai na ki chote baccho ne school miss nahi karna chahiye.
So ab jaldi se utho and get ready aapko aaj Mani uncle school drop karenge. I have an emergency case ok?"
Ishita tried waking her 6 year old. Manshita promised her that she would get ready in half an hour Ishita returned to her room to get ready for another day.
She took out a photo from her purse and started talking to it.
"Good morning Raman. Aapko pata hai Manshita na bilkul aap par gayi hai. Uski saari habits aapki tarah hai.
Roz subah itne nakhre karti hai naa uthne ko. Fir breakfast me use bhi apne papa ki tarah omlette chahiye hota hai.
6 saal ho gaye Raman mujhe Australia aaye hue.
In 6 saalo me ek aisa pal nahi gaya jab maine aapko yaad na kiya ho. (Tears start rolling down her cheeks)
kyu aapne mujhe apne aapse door kar diya Raman kyu??
Ek baar bhi aapne socha nahi ki aapki jhansi ki rani kaise rahegi aapke bina?
Sab kuch toh theek chal raha tha naa toh fir aisa kya hogaya jo aapne mujhe aapse door chale jaane ke liye bol diya?
Aapne ek baar bhi nahi socha ki mai humari 2 mahine ki beti ko lekar kaha jaaungi?
Y Raman y? Manshita roz poochti hai apne papa ke baare me. Kya jawaab du mai usko? I miss u Raman. I love you a lot.
In 6 saalon me isi hope ke saath jee rahi hu ki ek na ek din aap mujhe aur Manshita ko dhoondhkar vapas Delhi lekar jaaoge.
Humare parivaar ke paas, meri Ruhi ke paas..."
Hey folks!!
Sooo what do you'll think? Why did Raman leave Ishita 6 years back? Will Ishita's hope of Raman taking her back to Delhi ever become true?
Kindly please tell me wether I should continue or no?
I promise this story of mine is really going to be intresting.
Do like and comment and tell me wether I should continueor no!
Lots of love,
Rashi :)
Part1-page3
PART2&3 -PAGE6
2