heyy ppl hows u all? I very well know that we all are highly frustrated because of anuraj separation again and again and again, aur ye silsila khatam hua aur anuraj ki shaadi ho gayi kekin hamaari mata minty ab bhi baaz nahi aayi but I say anuraj k liye kitno ko aur kya kuch jhela hai toh minty ek baar aur sahi
so I dedicated all my following lines to all the anuraj lovers but again specially for my partner shashi, shona pooja, soul sister waida, jyothi jaan, ruqs darling, devu shakku, sweetheart simi, my mishti shri, my jagga jaasoos amfii, shyama, anita, awida aur phir kisika naam bhool gayi hut oh very sorry!
anuraj tum paas aaye
haule se muskuraaye
tumne toh humme kya kya sapne dikhaaye
k hamaara mann jaage na sota tha
kitna wait kiya parr tum dono k bich
kabhi bhi kuch nahi hota tha
I always consider anuraj to be the basic necessity of ss u know like salt as their nicy spicy namak ishq ka lekin ek chutki namak ki kimat tum kya jaano cvs ss k sarr ka taaj ho sakta hai ye ek chutki namak par abhi toh harr forumwaasi k mann ka khwaab bann k reh gaya hai ek chutki namak!
jogiya jog lagake
hamme anuraj ka rog lagake
cvs ishq ki dhooni to kabhi na jalaaye
toh aakhir hum apne
jalte dilo ka dhuaan kaise bujhaaye
rajat ko jab devdas banaya toh mere papa ne kaha tv band kardo, mummy ne kaha ss ko chhodd do, behen ne kaha forum ko bhool jaao lekin main kya karu kya karu kya karu mujhe toh anuraj ki latt lag gayi lag gayi k saare kahe latt ye galat lag gayi
cvs mann jaa vo
anuraj ka ek romantic scene dikhaao
pls mann jaavo
unhe kahi jaake chhupaao
sabse alag bithhao phir
hum sab udd de phhira
k saari raat udd de phira
villain pe villain villain pe villain villain pe villain, aarre oh cvs kaa soche thhe forumwaasi khush honge tumka saabaasi denge, kitni naa insaafi hai ye
arre mane ya koi mane na
yahaa apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
aise hai chaahe waise hai
arre jo bhi hai jaise hai khudpe humme naaz hai
cvs k chhakke chhudade hum forumwaale
ungli pe sabko nachaade hum forumwaale
jinhe ek baar anuraj se ho jaaye pyaar
hum lakh baar karvaade
kehte hai humko pyaar se forumwaale
chhoo lete dil k taar se forumwaale
har baar jeet jeet mein haar hai
isiliye cvs k chhakke chhudaade uungli pe sabko nachaade
hum forumwaale
Hey agar dushman cvs
Forumwasi kam nahi kam nahi
Villain aaye...haannn aaa
Villain aaye villain jaye
Anuraj kisi se kam nahi kam nahi
Hey agar dushman cvs
Anurajians kam nahi kam nahi
rajat to anu-
tumse milke mera ye jo haal kya karu
karta phirta hu saari jagah bawaal kya karu
ho gaya puri tarah behaal kya karu
ab maan bhi jaasudh budh gayi
hosh bhi gaya
ab aur kya karu!
special credit- meri partner shashi