kuch din pehele to bahut badi badi dialouge de rahi thi ki"mohabbat k bech jo bhi aayega hum uska samna karenge chahe vo sahenshah hi kyun na ho..mohabbat k liye kuch bhi kar sakte hai hum..anarkali yeh humara wada hai aapse bela+farhan do mohabbat karnewali ko hum ek karenge...more n more"taki anarkali sahiba yeh sab sun kar aapki fida ho jaye..aur hua bhi.."hume aapki yaad aayi thi,kyunki aap bahut nek insan hai,shehzade salim jaisi nahi hai,ek aam sipahi hai,mohabbat k liye aap apna jaan qurbaan kar rahi hai...more n more"
ha shekhu baba tumne anarkali ko fida karwane ki koshish mein bahut kuch kiya jaise ki aapne abbujaan-ammijaan ka saar katne k liye bhi taiyar ho gayi ho..har roz sabke samne"aap dono kehte hai ki hum aap dono ki mohabbat ka nishani hai..aap kehti hai ki aap jodha se bepanah mohabbat karti hai..aap sahenshah se mohabbat karti hai yeh aapni auda se karti hai...arre aap kya mohabbat karenge aap to janti hi nahi ki mohabbat kya hoti hai..kaise insan mohabbat mein fanah ho jate hai...more n more"
badtamizz ladke...ab kya hua jab pata chala ki yeh to anarkali nahi nadira hai..ab khamosh kyun..jao ja kar aur bhi kuch mohabbatwali dialouge chod do..yea phir anarkali k samne shamsheer rakh do usse jang karne ko kaho.
beta shekhu tum kya jano ki humare jodha-akbar kabhi ek dusre se mohabbat kiya yea nahi tum to tab duniya mein aayi hi nahi ho..vo to hum sab jante hai ki kitna prem hai..vaise tum aane k baad bhi abhi mohabbat bahut hai shayed tum andha ho dekh nahi pa rahi ho..aur beta agar ho sakhe to aapne ammi-abbu se sikho mohabbat kaise karna padta hai..aur kaise mohabbat mein fanah ho jate hai do insaan.