She was standing there,alone,along the wall,behind her room.Checking out if somebody is there or not.Her eyes showed insecurity.
Why was she doing this all stuff ?For whom ?For the girl who had ill-treated her so much ?
Or for her family,who had never respected her for the number of good deeds she had done to them ?She frankly had no answer for these questions.Her mature personality couldn't understand this thing !She had finally decided to go from the palace.At that moment,the only thing she thought was to run away from her problems and difficulties.Which wasn't a fare decision at all.
Somebody suddenly came,and stood along with her and asked "aap yaha kya kar rahi hain ?"
It was surely a boy's voice,changed into a girl's melodious voice.
She did not bother to look at that side for a moment and answered "hum..kunwar pratap se chhup rahe hain...par aap unhe mat batayiyega...hamari maa aur rani ma bhi unki saath hain..koi hamara saath nahi de raha hai..sab ki buddhi haas charne chali gayi hai...par hum kucch galat nahi hone denge...hum sab kucch sahi kar denge...ab hamara naam bhi toh ajabde hai...hum akele saare taqlefon ka saamna kar sakte hain..bas kripya karke kisi ko mat batayiyega..hum kucch dino ke liye soubhagyawati aur chakrapani ke ghar jaa rahe hain...theek hai"
"par yeh toh murkhta bhari soch hai..aap aisa kaise kar sakti hain..?kunwar pratap jaise ladke sab ko nahi milte hain...aur hamein lagta hai ki hansa masi jii aur rani ma bhi bilkul sahi keh rahe hain"He again changed his voice,and kept his hand covering his lips.
"Hansa masi ji toh sirf ek hi kehta hai...! kunwar pratap ?" She whispered to herself,and her eyes popped out.Her plan was almost destroyed.She looked back.
And she had guessed it right.Pratap had heard her plan.
P:toh hum aapki sahayata karen iss karya mein ?ho sakta hai ki aap kunwar pratap se bach hi jaayen haina ?
A:a..aa..p aap yaha kya kar..r..r rahhe hain ?aapko to sona chahiye tha na..
P:kyun ham nahi aa sakte yahan ?
A:nahhi.nahii...aa sakte hain ?
P:par hum aapse zarur pucch sakte hain ki aap itni raat gaye yahan kya kar rahi hain ?
A:yeh hamara mahal hai..hum kahi bhi jaayen...aapko kucch ? aur...agar aap reh sakte hain toh hum kyun nahi ?
P:ajabde ...
It was something obvious,that,Rajput women weren't let out,especially at night,it was something impossible.
A:accha..hum samajh gaye kunwar pratap..par aapko kya ho gaya hai...aap hamari itni fikr kyun kar rahe hain..aap toh vaise bhi hamara apahran(kidnap) karna chahte the na ..
P:woh toh hum abhi bhi karna chahte hain...
A:toh...
P:ajabde..aap janti hain hum aapko pasand karte hain...aur jab koi kisi ko pasand karta hai tab weh (vo) uske liye kucch accha hi chahta hai...bura nahi...aur uske liya har taqleef ka muqabla kar leta hai
Pratap said it very soothingly.He loved ajabde so much,that he could do anything possible for her that would make her happy.
They both looked in each other's eyes.It was deep dark silence.They loved each other.But it was just that ajabde possibly never accepted it.
Suddenly breaking down the silence,Ajabde said "agar aap hum se itna hi pyaar karte hain...toh phool se vivaah kar len naa"
"hum nahi kar sakte unse vivaah...aap hamari khushi chahti nahi..."
"hum chahte hain..par aapse vivaah nahi kar sakte..hamein jaana hi padega yahan se"