After spending some time in temple Armaan and Riddhima came back to home happily talking to each-other... Unknown to them Shashank saw them coming from his window and also saw their faces which were glowing with happiness...
Seeing their face Shashank thought "bhagwan ka shukar hai... mera shak galat nikala.. dono kitne khush lag rahe hai aaj itne samay baad ek saath thoda waqt saath bita ke ek dusre ke saath... bhagwan mere bachon ko hamesha aise hi khushiyan dena... bahut gaam dekh liya inhone aapni life mein ab bus sirf khushiyan..."
Soon both entered the house with armaan having the key with him... and as soon as they step in the house he heard ridhima's voice... and
Riddhima - Armaan ji mein ek bar papa ko dekh ke aati hun...
Armaan simply nodded his head towards ridhima with a smile and moved to his room... Riddhima went to Shashank's room and saw Shashank standing near the window...
Riddhima/Ria - papa aapne khana khaya aur medicines li...
ridhima asked shashank as she soon as she saw him...
Shashank - haan Ria beta...mein dinner kar liya aur medicines bhi le li hain... kyun itni chinta karti ho... mein koi chota bacha nahi tera baap hun mein...
ridhima smiled hearing her papa complaining as a kid.
Riddhima/Ria - haan pata hai aap mere papa ho aur bohot irresponsible khud ka bilkul dhayan nahi rakhte...aapne ye window kyun khol rakhi hai...bahar kitna thandi hawa chal rahi hai...aap ko thand lag gai toh...
while Saying it she moved near the windows and closed it and looked at Shashank angrily... Shashank quietly sat on the bed like a kid who got scolding from his mom... then Riddhima moved near him and asked confusingly "aise kyun bhaite ho papa..."
Shashank - bachpan mein jab meri maa mujhe dhanti thi mein aise hi bhaita karta aur meri maa mujhe aise dekhke ghussa chod deti thi... ye trick mein bachpan use kiya karta tha aur aab apni beti ke ghusse se bachne ke liye bhudape mein phir se use kar ke dekh raha hun ki aaabi bhi meri trick kam karti hain ki nahi...
Hearing it Riddhima/Ria laughed out loudly and said "papa aap bhi na hahahaha"
said ridhima pinching his cheeks...
Riddhima/Ria - aap aaabi bhi baache hi hain papa... hahahah
Shashank - ye hui na baat meri Ria wali... pata hain tera chehre pe ye smile hi aachi lagti hai... ghussa bilkul bhi suit nahi karta tumhare chehre par...
He gave a peck on Riddhima/Ria's forehead...
then Riddhima/Ria made him lay down on bed and covered him with duvet and kissed her papa on his forehead on which shashank closed his eyes... and then Riddhima/Ria left from there after wishing Good night to her papa...
After saying good night to shashank Riddhima moved towards armaan room as she have to come and go in her room through armaan's room only...
as soon as ridhima opened the door of the room armaan who have slept on the chair only after changing and while reading a file got up with voice and...
Armaan wake up and said "good morning Riddhima ji..."
and hearing him Riddhima smiled wider and then giggle a little... and seeing her giggle armaan was confused...
armaan - kya hua Riddhima ji aap aise kyun haas rahi hain... mein ne kuch galat bol diya kya...
armaan asked while scratching his head in confusion...
ridhima * - controlling her giggle* - - vo armaan ji aaabi subha nahi hui hain... aaabi bhi night hi hain vo aap ki ankh la gai thi aur mein aai toh aawaj se shayad aapki nind tut gai...
armaan* - with sleepy smile* - - ohhh... toh good night...
Riddhima - good night armaan ji...
and then Riddhima moved to her room and went to sleep and armaan to went back to his sleep after keeping file on the table and slept on the chair itself
*'*'*'*'*'*'*'Next morning *'*'*'*'*'*'*'
Riddhima as usual entered Armaan's room and saw him sleeping in chair ..hearing twinkling sound of her payal Armaan wake up and said "good morning Riddhima ji..."
armaan - aab toh morning ho gai na...
Riddhima - with smile* - ji armaan ji... good morning Armaan...
Riddhima was about to go out from the room but stopped at the door and asked "Armaan ji ek baat puchun..."
Armaan - we are friends Riddhima ji ..aap bejijak puchiye...
Riddhima - mein bohot dino se dekh rahi hun...aap har roj iss rock chair mein hi sote hai aisa kyun... Isse toh aap theek se na so payenga na hi theek se aapki body ko aaram milega...
Armaan looked at Ria's photograph and with wet tone said "mein kaabi kaabi business parties mein drink karta tha...toh uss din Ria mujhse ruth jati thi aur as a punishment mujhe yahin chari par sone ke liya bolti thi... aur phir jab se vo mujhe chod ke gayi hai mein har raat drink karta hun aur yehi so jaata hun...bhale hi meri Ria aab nahi hai par mein uski punishments follow karta hun aaj bhi..."
Tears formed in Riddhima eyes and thought "how much he loved his dead wife...don't know why god separated these 2 people who formed so lovable couples..."
there is a deep silence in the room for a while then Riddhima said "Armaan ji aap Ria ki di hui punishment toh pure dil se aur maan se follow kar rahe hai but vo actual mein jo chahati thi aap se vo aap samjh nahi paye shayad... Ria aap ko punishment isliya deti thi taki aap phir kaabi drink na karen... kyun vo janti thi ki drinking kitni buri cheej hain... par agar aap mante hai ki Ria aapke saath aaj bhi hai toh sochiya ki vo roj aap ko drink karte hua dekh kitni udas ho jaati hoti hogi...i know jis daur se aap gujar rahe hai vo sehe pana bohot hi muskil hai... par aap Ria ki khushi chahate ho toh ye drinks chod di jiye... aise drink karne se jo hua vo badal toh nahi jayega na... aap kuch aisa karo jise Ria ki aatma ko shanti mile ..aise drink kar ne se unko sirf aur sirf dhuk hi hoga and saath mein vo khud ko blame bhi karegi ki aap unki wajah se apni health bigad rahe ho... drink karke aur phir theek se rest na kar ke..."
Armaan was speechless now he don't know what to say...he looked at Ria's photo and thought "Ria mein tumhe itne dino se taklif de raha tha?? par tumhare bina ye Zindagi jini bilkul hi be-wajha lagti hain... issi liye khud ko dheere dheere maar raha hun taki ek din mein apni manjil, apna pyaar, aapni Ria tum tak pahuch paun"
Riddhima - Armaan ji aap kuch bol kyun nahi rahe...aap ko meri baat buri lagi kya?? jaante hain armaan ji mein agar sirf ek ajnabee hoti toh aapki personal matter mein kaabi interfere nahi karti mein... par aab aap mere dost ho aur dosti ke nate mein aap ko galat raste mein jate hua nahi dekh sakti... aap aise bilkul math sochiye ga ki aap apni Ria tak chaley jayenge aisa kar ke... agar aapne aisa kiya toh Ria aapse ruth jayegi... unhone aapne papa ki jimedari di hai aap ko... agar aap ko kuch hogaya toh papa ka kya haal hoga Armaan ji kaabi socha hain aapne... beti toh vo already kho hi chuke hai agar aap bhi unse dur ho gaye toh vo...
She stopped when felt Armaan looking at her without blinking his eyes... she felt nervous with his constant gaze and while twisting her dhupatta she said " mein aagar aap ko ghussa dila diya ho toh i am very sorry armaan ji ...mein phir kaabi apni limit cross nahi karungi..." she walked out from the room without waiting for Armaan's answer...
Armaan in mind "aap ko kaise pata Riddhima ji mein dheere dheere khud ko Maar raha hun... mein kal aap ko dill se dost maana hai Riddhima ji aap ko pura hak hai mujhse kuch bhi kehne ka... aur aapne kuch galat nahi kaha... Ria ko anjane mein mein bohot dukh diya hain par aab aur nahi... mujhe khud ko aur papa ko sambhalna hai warna meri Ria rhut jayegi mujhse...thank you soo much Riddhima ji... aaj se aap ek naye Armaan ko dekhengi... ek better armaan jo Ria ka aasli armaan tha... jisse Ria ne pyaar kiya tha... ye armaan nahi jo har samay aapne gam mein hi duba rahata hain..."
At dinning table
Shashank , Riddhima/Ria and Muskaan were having breakfast then Armaan came there and ordered one of the servant "mere room se saare drinks bottle nikal ke phek do..." servant nodded his head and went from there...hearing it there was a big smile on Riddhima face and looked at Armaan happily... Armaan blinked his eyes at her ..seeing it both Muskaan and Shashank looked at each other confusingly then Shashank asked in a whisper "ye dono aise kyun dekh rahe hai ek dusre ko jaise pehli bar dekha ho..."
Muskaan - uncle ye kal raat ki candle light dinner ka aasar hai...
Shashank - haan beta warna Ria ne kitni bar mana kiya karti thi drinks phek de ne ke liye par Armaan manta nahi tha aur aaj sare bottles phekne ko bol diya...
Muskaan - uncle aap ko aab mujhe treat dena hoga...ye sab mere wajah se ho raha hai...
Shashank - tumhari wajah se ??? candle light dinner ka plan toh mera tha na beta...
Muskaan - uncle sirf plan karne se kuch nahi hota... use execute bhi karna hota hai jo mein kiya toh treat toh banti hai...
Hearing it Shashank laughed out bit loudly...both Armaan and Riddhima broke there eye lock and looked at Muskaan and Shashank...Riddhima asked "kya hua papa aap itna kyun haas rahe ho..."
Shashank - stammering* - ku ..kuch nahi beta vo ye Muskaan na ek badiya joke suna rahi thi toh hasi aagayi...
Riddhima/Ria - kya joke sunaa muski...
Muskaan - haan vo hmm haan bhul gayi mein...
Armaan - Muskaan tum gajni ho kya ..aabi toh papa ko joke bataya aur itni jaldi bhul gayi...
Muskaan - with pout* - uncle dekho na apka damadh mujhe gajni bol raha hai ..see mere itne aache curly hair hai...gajni key toh baal hi nahi...jao mein ruth gayi...
All laughed hearing it...n Muskaan got more angry and stood up from her chair while saying "mein aaj 15 mins kisi se baat nahi karungi..."
Armaan - hahaha Muskaan tum 15 mins toh kya 15 second bhi chup nahi reh sakti
Riddhima/Ria - sahi kaha armaan ne...
Shashank - me too agree with this...
Muskaan stomped her foot and said "aab jab sab ko yehi lagta hai toh 15 mins chup rehne ki kya jarurat hai...khamaka meri reputation kharab ho jayegi...agar mein chup rahi toh koi mera chatter box award ko chori kar leyga...na baba ji na aise toh mein honey hi nahi dungi... phir chahey ye puri duniya mujhpe kyun na hase mein bak bak karna band nahi karungi...that's final..."
hearing out the words from muskaan mouth the Malik mansion was full of laughters today... after the time ria left from their life it was the first time armaan was laughing and having time in his life...
****************
Kabhi kabhi ek insaan jo hamari life mein aate hain aur hum unhe pehchn nahi paate vo hamari aisi bahut si buri aadatein chudwa dete hain jise hamare loved once nahi chuda paate... iska matlab ye nahi ki hum unse pyaar hai karte... par kisi kisi ka kehne ka tarik hi humse baatein banwa leta hain...
****************
37