Can someone provide download link fr 3rd version plz?
Kyunki spin-off : Kyunki rishton ke bhi roop badalte hain
ICE REMOVED 20.3
Akshay Khanna Fa9La vs Ranveer Singh Didi Didi
GANGOR INVITE 21.3
Eid Mubarak
S S Rajamouli posts on Dhurandhar!!!
Originally posted by: Zayalover
Version 1:Jaane kaun ho,Par ho tum kahi,Hai dil ko mere yakeen.Na hai Ibteda,Na hai Intehaa,Hai meri daastaan woh hi.Tera Sukoon ya Junoon tera,Teri Khushi ya tera Gum,Jo bhi jiya woh jiya maine,Jo bhi kiya tujhse kiya,Beintehaa...(2)Version 2:Man Ko Behlaaye,Behkaaye koi Khwaish khamakha,Palkon pe aaye Sapnon ki,Kyun baarish khamakha,Kabhi jo tha mera dil,Hua gairon mein shaamil,Rehta Hai kahaan.Abhi se Haal hai aisa,Na Jaane hoga kaisa,Jo yeh ho gaya...Beintehaa...(2)Version 3: New One (played yesterday)Jab bhi laayegi Zindagi khud usko dhoondke,Pehchaanenge hum ik pal mein aankhe bhi moond ke,Jahaan koi Ranjish naa ho,Jahaan ki Bandish naa ho,Hoga Ishq woh,Naa ho koi Ummeedein,Koi Bhi Kasmein naa ho,Hoga Ishq woh ooo,Beintehaa...(2)Sorry for any mistakes and no offence to anyone.