Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 1st Aug 2025 EDT
GEETU & KICHDI 1.8
71st National Film Awards (Celebrating 2023)
ONE CHANCE GIVEN 2.8
New Time Slot
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 02 August 2025 EDT
Congratulations SRK National Award
Makers mission to prove Navri incompetent in all aspects.
Katrina Kaif Pregnancy Rumours
Anupamaa 01 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
ManVik Hits 150 & Forum Hits 100😎
Congratulations National Award Winning Actress Rani Mukerji
A joke called National award
Anupamaa 02 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
💕 Lexophile Dosts 💕 August 2025 Reading Challenge
22 years of Hungama
Part - 7
Babaji: zindagi mein pehle bar Mohinder ne achche baat kiya hai, ab aap log bhi maan jao, ye shadhi hi ab Geet ki aakri umeed hai, kal koi 20 lakh lekhe aatha toh iss bachi ka kya hoga? Kissi ne isske bavishya ke barein mein socha?
Babaji senti ho jaathe...emotional hatyachaar...
Maan: dadi, ye log humme fasana chahathe hai, aap chaliye
Geet: haan, mein kissi se bhi shadhi nahi karoongi, sab chale jao yahan se
Babaji: Geet, aaise nahi kehthe, tum bachi ho, tumme ye sab samaj mein nahi aayega, tum thode dher chup raho
Geet gets angry...
Babaji: dadi aap apne pothe ko samjayiye, mein Geet ko samjaatha hoon, Geet , aao mere saath
Babaji takes Geet with him to a nearby room...
He takes off his fake wig and shows his face...
It's none other than Geet's papaji, Maninder...
Geet: papaji, aap
Geet goes and hugs him...
He had come here to save her...but Maan has already done his job...papaji ke paas na hi paise hai aur na hi takat...he is very confident that Maan is the one who could keep his Geet happy lifelong...
Babaji: Geet, hummari baat ko manjao beta, yahi teri zindagi hai, tum issi ladhke se shadhi karlo, ye tumme hamehsa kush rakhega, isse toh mera sab se bada bhoj halka ho jaega
Geet: toh mein aapke liye bhoj ban gayi hoon?
Babaji: aaisa nahi hai beta, ab isse ahcchi zindagi mein tere liye kahan se la saktha hoon?
Geet: mujhe koi shadhi nahi karni, mujeh aap ke saath lekhe jao paaji, mujhe aapke paas hi rehni
Babaji: nahi Geet, ab tum choti nahi ho, tummari shadhi ke umar ho gayi hai, ye Mandeep nahi toh kal koi aur aajayega, phir hum kya kar sakthe?
Geet starts to think...
Babaji: yahi achcha moka hai, babaji ne hi iss bande ko bheja hai, tumme apne papa pe barosa haina?
Geet: haan
Babaji: toh sirf aaj mere baat manjao, aur isse shadhi karlo, yahi iss budde papa ki sapna tha, teri shadhi ek achche insaan se hojaye
Babaji is in tears...Geet is moved...
Geet: teek hai papaji, aap ro mat
Dadi: Maan bte, ab hummare paas koi aur rastha nahi hai
Maan: lekhin dadi, aap uss ladhki ke liye itna kuch kyun karna chahthe ho?
Dadi: she is very unlucky, poor Geet, she lost her mother at birth and now she is at the mercy of her drumken useless father, now her fate is in your hands, if you wish you could save her life else...it's all her fate, no one can overcome fate, kher, ye aapki zindagi hai beta, hum kuch nahi kar sakthe
Maan begins to think...dadi's words disturb him a lot...she said that if he wishes he can chande Geet's fate, fate...yes fate is his deadliest enemy, that fate which had always triumped him, made his life miserable, that fate which snatched all his loved ones...now here is a chance to defeat fate, he might not been able to overcome his ill fate, but he could turn the ill fate of a poor girl upside down, it feels good to help someone who is as unfortunate as himself...he had no one to help...but he can help this girl...Maan decides to help her...the only way to help her get out of this mess is to marry her, fake marriage, she is only a minor, just to fool the villagers, then once they reach Delhi he can find her a safe place to live till she can support herself...
Maan: teek hai dadi. Mein ussko madat karne ke liye tayaar hoon
Dadi immediately takes him to the mandap where Geet was waiting and got them married...
That's how they got married, with babaji's aashirvaad...
That evening itself they set out to Delhi and they came to Delhi past mid-night...
No one slept that night and it took them some time to come back to reality...
It all seemed like a dream...yes, it's a dream come true for Geet, that dream that she hasn't even dreamt about...
At KC...
Maan is back after his marriage(?)...
His marriage news has spread like wild fire and it's the talk of KC now...
No one knows how to react to this pleasant surprise...
Hare! Maan sir ki shadhi ho gayi...sure it's a big disappointment for the young girls...
Sabko lagtha ki aaj ke din chutti aur shamko ghar pe party hogi...
But Maan surprises them coming to office on time...
Everyone is shocked to see him at KC, but that's MSK...it's nothing unusual...
Tasha: Adi, ye driver bhi na? kyun kamakam humme pareshaan kar raha hai?
Driver signals Maan's arrival as usual...
No one is in a mood to listen, they are busy discussing tonight's wedding party...
Maan enters KC in style...
Everyone runs to their seats...
Adi is stranded in the middle...he is blocking Maan...
Maan stares Adi...
Maan: Adiii
Adi: co co congrats Maan sir...
All the staff eagerly looks at Maan...
Maan frowns...: what?
Adi: ohhh...gu gu gud morning sir
Maan: Adi, kya dekh rahe ho? mujhe pehle dekha nahi hai kya? hatjao rasthe se
Just then a balloon bursts and it rains flowers...
All of them clap...it's celebration time...but not for Maan...
Maan is already tensed...this doesn't help in anyway...
Maan ka gussa aur badjaatha...
Maan: ye ho kya raha hai mere office men?
Maan looks at Adi for an answer...Adi is shivering...
Adi: woh...shadhi Mubarak ho sir
Maan: shadhi? Kaise shadhi? Munshijiii
Maan shouts at the top of his voice...
Maan thinks that it's all munshiji's fault...
He had even informed the staff...how dare?
Poor mushiji, he is hiding from Maan...
The rest of the staff already knew that this would be Maan's reaction, so they get back to their routine...
Maan: Adiii, munshiji kahan hai?
Adi: munshiji...sir munshiji?
Maan: haan, munshiji
Adi: mushiji, munshiji, munshiji toh yahi the
Maan: why are you shouting in my ears? Go find him, at once?
Adi: ji sir
Adi finds munshiji...he is hiding in the files room...
Adi: munshiji, aap yahan kya kar rahe ho? Maan sir aapko doondh rahe hai?
Mushi: ye lo, ye Maan sir ko dedo, mein chaltha hoon
Adi: hare, aaise kaise jaathe? Maan sir aapko bhula rahe hai, mein aake bina nahi jaa saktha, aap mujhe marwayenge kya?
Munshi: mujhe ek zaroori kaam hai, mujhe abhi ghar jaana hai
He is shivering and sweating...
Maan just comes...
Munshiji turns pale seeing him...
Adi: sir, ye lijiye
Maan looks at the resignation letter...
Maan: munshiji, aap mere cabin pe aayiye
Maan leaves and munshi follows him...
Maan: ye kya hai?
Munshi: woh, ab mein budda ho gaya hoon, mere aakhen karab ho haye hai
Maan: aapke aakhen nahi aapke dimag karab ho gaya hai
Munshi: Maan bte
Maan: aap bhaag jaathe toh sab kuch teek ho jayega kya?
Munshiji blinks...
Maan: aap ke jaane se kuch nahi badakne wala
Munshi: par ye toh meri hi galthi hai
Maan: haan, ye aapne teek kaha, galthi karthe ho toh saza bhi pukadna padega, haina?
Munshi: saza? Mujhe koi bhi saza mansoor hai
Maan: aap ne hi mujhe iss shadhi ki dramein mein fasaya haina? Ab aap hi mujhe isse bahar bhi nikalloge, samje aap?
Munshi: lekhin Maan bte, hum kya kar sakthe?
Maan: woh ladhki aapki pathiji haina?
Munshi: haan
Mann: toh aap hi ussko pana ghar lekhe jao, woh KM mein ek din bhi aur nahi reh sakthi, samje aap?
Munshi: mere ghar?
Maan: haan, Aapka ghar
Munshi: mein ussko kaise lekhe jaatha? Agar uske baap ko patha chaltha toh! Nahi nahi, ye nahi ho skatha
Maan: kyun nahi ho saktha?
Munshi: mere ghar mein bhi ek beti hai, agar uss nikambe ne kuch kadbad kardhi toh meri beti ki zindagi bhi barbad ho ajyegi
Maan: toh mein kya kar saktha? Aap ussko hoshiarpur wapas bhi nahi bhaj sakthe ho? aap hi bathao, hum uss ladhki ka kya karein?
Munshi thinks that it's your wife, how would I know?
Munshi: par Maan bte, ab toh Geet aapki pathni ho gayi hai
Maan: munshijiii
Maan shouts...ye baat sun sunkke Maan ka BP raise hothe jaatha hai...
All the staff hear Maan shouting and they are scared that they would also be not spared...
Adi: aaj toh munshiji gaye
Tasha: thank god, ab uss munshi ji ki chutti
Adi: itn bhi kush hone ki zaroorat nahi hai, agla no. toh tummari hi hai
Tasha: what? Adi, this ia not fair, ye tuoh tum sabne milkke kiya hoga
Adi: kya? meinne kuch nahi kiya
Tasha: silly you...aaj toh DD se koi bhi bach anhi sakthA
Adi: that's true
Munshiji keeps mum...
Maan: munshiji, zyada sochiye mat, ye koi shadhi wadhi nahi, ye sirf ek natak hai, samje aap?
Munshi: lekhin Hoshiarpur mein sab ko lagtha hai ki aapki shadhi ho gayi hai, Geet ke saath
Maan: ye aapke Hoshiarpur nahi delhi hai, aur woh ladhki abhi bhi minor hai, this is not a legal wedding
Munshi: par Maan bte
Maan: munshiji, ab mein aap se sala nahi mang raha hoon, aap bas uss ladhki ko yahan se lekhe jao, aaapke koi rishtedar ya usske koi dhoor ke rishtedar honge, usske paas issko bhejdo, paison ki koi problem nahi hai, kitne paise chahiye? Mein dedhoonga
Munshi: par baat paison ki nahi hai
Maan: then what's your problem? You did all this drama only for money, they wanted to marry her off to that old rascal just for money
Maan is still very angry with that budda...
Munshi: lekhin ab toh mamla bahut nazook hai, ab log samajthe hai ki Geet ki shadhi achche se ho gayi, aur Geet ab sahi jagah pohunchgayi hai
Maan: mujhe kissi ki parva nahi hai, log kya soch the ya kya karthe, mujhe sirf ussko jaise bhi yahan se bhejna hai, samjhe aap?
Munshi: toh hum Geet ko Amritsar bhej sakthe hai
Okay, I agree I am getting bored and thus here to entertain myself with Maaneet. Actually, yesterday night, due to my breathlessness, i was...
hello friends... am not able do pm regularly... so please my all friend follow this thread... i post the link here... so you get link easily of
Concept This is story about two strangers which tied in sacred bond and one partner fall in love with another at first sight. Two individuals...
Dillagi Dil ki Lagi Jab Dil kho jata hai kisi aise mein Jo apna na hoke pe apna sa lagge. Jiski ek jhalak ke leye yeh nighein tarpati rahe Or...
As mentioned in the notes in the other FF threads that I had created the other ID at a time when I wanted to be anonymous and avoid raising...
448