so here i am..
ajab gajab equation..
alok ki pasand akshara..
akshara ki dost varsha..
varsha ki pasand shaurya..
shaurya ki behen akshara..
akshara ki pasand rituraj..
rituraj ka bhai naitik..
naitik ki pasand akshara..
akshara ka bhai anshu..
anshu ki pasand diya..
diya ka bhai samar..
samar ki pasand akshara..
akshara ka pyaar naitik..
naitik ka step bhai naman..
naman ka pyaar karishma. .
karishma ki dost jasmeet..
jasmeet ka pyaar anshu..
anshu ke jiju naitik..
naitik ka dost sid..
sid ka pyaar antara..
antara ki pasand naitik..
naitik ka dost mohit..
mohit ka pyaar nandini..
nadini ka bhai naitik..
naitik ki admirer sneha..
sneha ka na ho saka rishab..
rishab ka mausera bhai phir naitik..
naitik ka beta naksh..
naksh ki girlfriend ria..
so frinds this this is my equation for yeh rishta ki love stories..bade se lekar chote tak..
ise padhkar aapko chakkar zaroor aaya hoga..
but agar aap bhi kuch naye couple aur unke ajab gajab equation ko add karna chate hai..toh most welcome here..
thanks for reading this pakao post..
14