kya yeh NR bahut zaroori tha!!

parijat_akdha thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Engager Level 2 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
#1
kya yeh bahut zaroori tha.. sehzade daniyal ko ruksaar begum ka beta banana..hum sab janti hai,,sab books bhi yeh mention kiya ki daniyal jodha-akbar ki baccha hai.. aur phir vo jodha ka maa rani mainavati k paas amer rehti thi.. aur sab jagah yeh bhi kaha tha ki daniyal sehzade salim k baad jodha-jalal ka 2nd survival son.. to show mein history ko aise change karne ki aisa kya zaroorat pad gaya tha.. aisa kya ho jata agar daniyal ko salim ka chota bhai dikhata to..phir history mein aisa bhi tha ki daniyal foodie tha.. usse khana bahut pasand tha n vo zayda drinks karti thi.. jiske liye jalal bahut pareshaan rehti thi... thn show mein agar daniyal ko history follow karke foodie dekha sakti hai to phir usse history follow karke jodha-jalal ka beta dekhane mein aisa kya ho jata..jaha se mila ki daniyal foodie tha zaroor waha yeh bhi tha ki vo Jodha-jalal ka beta hai..koi kaha tha ki jab jodha/marium-uz-zamani pregnant tha(daniyal)thn vo akbar k sath war mein tha.. vaise jodha-jalal ka 3 daughter tha yeh hum sab sure hai..bt yeh jo manish hai uska tweet dekh kar lagta hai sirf ek daughter ko hi dekhayga (actually vo janti hai jodha-akbar ka ek beta salim aur ek beti tha..usse lagta hai ki yeh 21 century ka kahani hai isiliye sirf do bacche..shayed vhul gayi hai ki yeh show 450 saal age ka kahani se banaya gaya hai)kuch bhi

Created

Last reply

Replies

1

Views

1k

Users

2

Likes

5

Frequent Posters

Susan.Dsouza thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#2
koi kuch bhi bolo jo inn logo ko karna hote hai wo kar ke rehta hai jo kisi ke show mein nahi hote wo ekta ke show mein hote hai

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".