Praneet Sahi to keh raha tha Ali ko - nominate karna hai karo par reason to sahi do...
Ab agar Praneet kabhi Ali ko nominate kare aur reason de ki Ali ne kabhi Sonali ko kaam karne ke liye nahi toka to Ali bhadkega nahi ki roz to bola Sonali ko... aur kaise boloon ?
Ussi tarah Praneet bhi to roz kaam karta hai... to kya wo ab Ali ke takle pe attendance sign kare ki boss maine bathroom saaf kar diya hai... dekh lo? 😡