i know BH Anandi ka maayka hai ,isliye vo baar baar vahaan aa jaati hai lekin hai to vo uska purana sasuraal
Dadisaa har choti choti baat ke liye use bulati hai
aur vo bhi aa jaati hai
i know Anandi ke man me ab Jagya ke liye kuch nahi hai ,Jagya bhi ab sudhar gaya hai
lekin agar Ganga bhi Ratan ke ghar ko apna maayka bana le aur baar baar uske ghar chali jaaye ,Ratan Singh se baat kare
to kya Jagya aur Dadisaa bardaasht kar paayenge
ab to Ratan sudhar gaya hai ,uske Maa Baap ko bhi apni galatiyon ka ehsaas ho gaya hai
aur Ganga ke man bhi Ratan ke liye kuch nahi hai
to daadisaa Ganga ko bhi bhej degi 2 dino ke liye uske maayke i mean purana sasuraal
Edited by dailysoap..fan - 11 years ago