Pankhis...
Rehmat khuda kar zara ik dafa

Dil dene ka keh zara falsafa

Ye naacheez ik cheez uski maange hai tujhse
Musafir ye dehleez uski maange hai tujhse

Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata?
Pataa kar.
Main uske bina be-pata hoon
Be-pata be-pata be-pata hoon
Tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye

Lamho ki iss bheed mein
Mujhko pal de fursat ke
Madmast kambakht fiqrein dikhaye...
Oh itraaye
Bas ik khayal uska dil ki fitrat badal de

Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaha usey shiddaton se yun toot kar ke

Woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke
Khudaaya tu bata
Kahaan uska pata? pata kar.
Main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata?
Pata kar.
Main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu