2day shamit called arijit. here is the transcript of the conversation bet. shamit bhaiya & arijit
S:HELLO
A:haan
S:beta
A:ha
S:kaun hoon?
A:aur zor se boliye, mujhe pata nehi chal raha hai.
S:tumko pata nehi chal raha hai?
A:o shit!
S:laughter.....mere bachche!
A:kaha se bol rahe ho?
S:main delhi se bol raha hoon.
A:kaise ho?
S:main thik hoon. tu kaisa hai? bol na. kaat denge phone abhi.
A:bol nehi paa rahi hoon
S:aisa maat kar plz
A:awaz bhi baith gaya hai. bolo na, kuch bolo.
S:tu kya kar raha hai!kaisa hai tu?
A:main thik hoon. bas chal raha hai.
S:dekh mere bhi kitne....(cant understand)....lekin main apne apko control kar raha tha. time nehi he re abhi.
A:tab to main tha na.
S:haan beta
A:abhi mere paas to tum nehi ho na.
S:samhal le apne apko. aur bilkul chinta maat kar. sab thik hai.
aur jo tu ayega na, wapas, murshidabad; main zaror chalunga. aur waha pe maroonga tujhe.
laughter
sab ko bolna main bauhat miss karta hoon.
A:haan, bolunga
S:log pagal ho raha hai bahar
aur plz jaldi se aake sabko zara (beep sound started) dikhade ki kya hai
A:hmm.
S:chal beta
finally phone kat diya 😔.