I knw thoda late..!!
Par reha ni gya..!!
Finally Kria and Rey, Kriyansh ban gaye..!!
Ruko pehle thoda dance vance kar lene do..
Gunshuuddaaa thi jo Rey ki dilrubaa mil gai..!! Yayy.!!
Dhinka chika dhinka chika.. [:D/]
Hmara Majnu to super fast nikla yar confession k hote hi Ek Kiss To Banta Hai..!! 🤣
Romeo g thoda cntrl kriye ap public place mei hai.!! 😆
Besharam Romeo..
The way he fell on the ground.. Awwiieee...
Uske baad usne Kria ko ladki bola haww very bad.. 😃
Mujhe Ladki Mil Gai..!!
I so loved this dialogue..!!!
Sab side ho jao Rey ladki ko leke bhaag rha hai..!! 🤣
It was the best day of my life..
Mere Kriyansh ek ho gaye yay..!!!
Isi baat par party to banti hai.. 🥳
Monday jaldi aja..!!
PS- Koi Kria ko bolo ki taxi mei se apna bag utha k le jaye uska luggage vahi reh gya..!! 🤣