apni jodha roya karti par kisi ko apne dil ki.baat nahi batati jhooth bol deti
faayada no 2
apni jodha bahut mushkil se apni feeling aacept karti hai shanaaz k saamne usne maan liya ki uska dil toota hai aur pyaar chuta hai
faayada no 3
jodha jalal k liye possesive hogi
faayada no 4
agar jalal jodha ko manane aata bahut mushkil se manti aur wapas chali jati to bhi man me doubt rahta jao na jao
ultimate faayada
agar shanaaz jalal se badla lene aayi hai to ye rone dhone wale avatar se jodha baaghin wale avatar me aa jayegi phir se
so what you think