Part 17(B)
Asad n Zoya goes into Asad's car. Asad starts driving.
"Zoya, aapko apne ghar me bhi ye baat bata deni chaahiye," said Asad.
"Main baad me bata dungi," said Zoya.
"I am sorry, Zoya," said Asad.
"Sorry for wat, Asad?" asked Zoya.
"Muje apne cell pe dhyan dena chaahiye. Agar dhyan deta to Akram aapko trap nahi kar paata tha," replied Asad.
"Its not ur fault, Asad. Aapko kya pata tha ki aapka employee aapka cell churaayga? D good thing is dat he is now in jail," said Zoya.
"Uski sahi jagah jail me hi hai," said Asad.
"How can he say such cheap n disgusting things to me including dat I was doing kaala jaadu on u?" asked Zoya angrily.
"Zoya, don't think abt him. U vl get more hurt," replied Asad n continued wid an amusing amile, "By d way, Zoya. Aap bahot din k baad ladki jaise lag rahi hai ye dress pehenkar."
"Allah Miyan, wats wrong wid u? Main roj ladki nahi dikhti hu kya?" asked Zoya annoyingly.
"Dikhti hai par aap ladki se jyaada tomboy dikhti hai," said Asad wid a smile.
"Tomboy ladkiyon ko hi kaha jaata hai," said Zoya wid a smile.
Asad got happy seeing her smile.
"I know," said Asad wid a smile.
He managed to brighten her mood n made her smile.
Asad n Zoya reached home after some time.
"Bhaijaan, party kaisi thi?" asked Najma excitedly.
Both Asad Zoya did not know wat to say.
"Kya hua? Koi problem hai kya?" asked Dilshad.
"Ammi, aaj uss Akram ne apni had paar kar di," replied Asad furiously.
"Kya kiya Akram ne?" asked Dilshad.
Asad n Zoya tells them how they enjoyed d party. Then they told him abt Akram incident n how Asad n Kabir saved Zoya. They did not told abt Asad n Zoya's convo abt Zoya's past. Dilshad n Najma got shocked as well as angry.
"Beta, tum thik ho na?" asked Dilshad.
"Yaa phuphi, I am fine," replied Zoya.
In d evening, Zoya in her room calls Zahira.
"Hello Zoya," said Zahira.
"Ammi, muje aapse kuch kehna hai," said Zoya.
"Haan kaho," said Zahira.
Zoya tells Zahira abt going wid Asad @ d pool party, how she spend time wid Asad n abt Akram incident. She did not told abt Asad n Zoya's convo abt Zoya's past. Zahira gets shocked as Zoya told her everything.
"Zoya beta, tu thik to hai na?" asked Zahira worriedly.
"Haan ammi, aap chinta mat kijiye. Akram abhi jail me hai," replied Zoya.
"Beta, hume maaf kar dena. Humne tumhaare liye kitna ghatiya ladka dhunda," apologized Zahira, "Agar tuje kuch ho jaata to?"
"Ammi, aap maafi mat maangiye. Uss Akram ne aap sabke saamne achhe hone ka naatak kiya tha," said Zoya.
"Zoya, apna khyaal rakhna," said Zahira.
"Ji ammi," said Zoya n hung up.
At night, Asad n Zoya in their rooms. (Listen to d song http://www.lyricsmasti.com/song/6464/get_lyrics_of_Kuchh-Khass-Hai.html .)
Kuch Khaas starting music 4m Fashion plays in d bg
(Both of them r thinking r resting on their beds. They r thinking abt each other. They r thinking abt how they danced wid each other during paper dance.)
(Male)Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Kuch duriyan, nazdikiyan,
Kuch hass padi tanhaiyaan,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Kya yeh bahar hai, kya intezaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad
(Asad in his room is thinking abt seeing Zoya cumn in d floral dress while he waiting for her near his car. He then thinks abt Zoya teln him abt her past. He then thinks abt himself dancing wid Zoya. He then thinks abt Zoya crying n hugging him. He thinks abt how he got happy wen he managed to make Zoya smile in d car after she was upset due to Akram.)
(Female)Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Kuch duriyan, nazdikiyan,
Kuch hass padi tanhaiyaan,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Kya yeh bahar hai, kya intezaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad
(Zoya in her room is thinking abt Asad opening d car door for her wen they were going to d pool party. She then thinks abt herself dancing wid Asad. She then thinks abt Asad comforting her n putting her hairband on her head. She then thinks abt Asad brightening up her mood in d car n making her smile while they were cumn home 4m d party.)
Music
(Asad n Zoya r thinking abt their dance n their hug wid a smile on their faces.)
Next morning, Nuzhat logins her Facebook page. On her home page, she is shocked to see dat Asad is tagged in some of d pool party photos where is standing wid Zoya.
"Bhaijaan, Humeira baaji, Nikhat baaji, yaha aao," called out Nuzhat.
Ayaan, Humeira n Nikhat comes on her bed.
"Kya hua, Nuzhat? Kyu itna chilla rahi hai?" asked Nikhat.
"Ye dekhiye," replied Nuzhat showing them d photos.
Ayaan, Humeira n Nikhat r also shocked to see those photos.
"Bhaijaan kal Zoya ko apni date banakar apne kisi office k friend k pool party me le gaye the," said Ayaan.
"Kisi inn dono ko photos me tag bhi kar diya hai," said Humeira.
"Dono bahot enjoy kiye honge party me," said Nuzhat.
Ayaan who got to know abt everything 4m Asad wat they did in d party including Akram's incident. They also told him abt Asad n Zoya's convo abt Zoya's past. Ayaan gets upset.
"Bhaijaan, kya hua?" asked Nikhat.
"Asad aur Zoya party me to enjoy kiye par party me Zoya k saath kuch bura honewala tha," replied Ayaan in an upset tone.
"Kya bura honewala tha?" asked Humeira.
Ayaan tells them wat Asad n Zoya did @ d party widout teln them abt Asad n Zoya's convo abt Zoya's past. Ayaan then tells them abt Akram incident which shocked them.
"Shukar hai Allah ka jo Asad aur Kabir ne waqt par Zoya ko uss kameene Akram se bacha liya," said Humeira.
"Muje aisa q lag raha hai ki bhaijaan aaj kal Zoya k baare me kuch jyaada hi soch rahe hai," thinks Ayaan lukn @ d photos n how both of them r smiling n lukn happy.
In college, Haider is instructing d workers in d atrium. Nikhat arrives there.
"Haider," said Nikhat.
Haider luks @ her n gets shocked.
"Haider, I am sorry. Maine kal aapse gusse me vo sab keh diya. Muje aapse vo sab kehkar aapko hurt nahi karna chaaiye. Plz muje maaf kar dijye," apologized Nikhat.
Haider luks @ her n his face softens.
"Nikhat, sorry to muje kehna chaahiye. Muje bhi aapse itna gusse se baat nahi karna chaahiye tha. Vo kya hai na? Jab aapne meri behen ki baat ki to mujse raha nahi gaya. Maine meri behen ko bahot pehle kho diya hai. Pata nahi vo zinda hai bhi ya nahi. I am sorry, Nikhat. I sud hv talked politely wid u," apologized Haider.
"Its okay, Haider. Muje aapki behen k baare me suunkar bahot bura laga. Allah kare aapki behen sahi salaamat ho aur vo aapko ek din jarur mil jaaye," said Nikhat.
"Muje meri aapi ki bahot yaad aati hai," said Haider in an emotional tone.
"Muje aapki aapi k baare me sunkar bahot bura laga," said Nikhat.
"Kya hum dono friends ban sakte hai?" asked Haider wid a smile extending his hand for her to shake for friendship.
Nikhat smiled n shook hands wid him wid Haider's tune playing in d bg.
Scene shifts to Zoya's room in KV.
"Main aaj kal Asad k baare me itna q soch rahi hu? Main pool party ki baat sunkar kuch jyaada hi khush ho gayi thi. Main party k liye kapde select karne me bahot time laga rahi thi. Muje Asad k saath dance karke aisa feel ho raha tha jo kabhi kisi ladke k saath dance karte waqt nahi hua. Y I am feeling so different abt Asad?" thinks Zoya confusingly.
Scene shifts to Asad's room. He recalls how Zoya told in d party dat she trusts him.
"Main Zoya k saath aur game nahi khelunga. Pyaar emotions k saath khelkar nahi paaya jaa sakta hai. Muje use paane k baare me sochna band karna hoga. Hum sirf friends hi thik rahenge. Muje uske mission me madad karna chaahiye jiske liye vo New York se Bhopal aayi hai. May be we are not meant to be together. May be she deserves better," thinks Asad.
Scene shifts to Farooqui Mansion. Zameer, Zahira, Anwar n Zeenat r in d hall.
"Mera to mann kar raha hai ki main uss Akram ko jaan se maar daalu. Usne meri behen k saath itna ghinauna harkat karne ki koshish ki," said Akram angrily.
Zahira thinks Zoya's words wen she got angry wid them.
"Ammi plz, aap sab ne mera trust toda hai. Aapko kya lagta hai main Akram ya kisi bhi ladke se nikaah karke khush reh paati thi? Nikaah karne k liye dono gharwaalon ka acchha rehna jaruri hota hai aur pyaar k bina nikaah nahi chalta hai. Zindgi ghutanbhari ho jaati hai. Aap sab to jaante hai ki main kisi bhi ladke se pyaar nahi kar paaungi to nikaah to bahot door ki baat hai. Main poori zindgi New York me rehkar yaha India me strangers k beech kaise rahungi? Ye aap sab ne socha tha kya? Akram ne jo gunde bheje the mere peechhe uske liye main use kabhi maaf nahi karungi. Agar vo aisa kar sakta to socho vo nikaah k baad mere saath kya kar sakta hai. Aap sabne domestic violence aur marital rape k baare me suna hi hoga na? Fir bhi aap chaahte hai ki main kisi se bhi nikaah karu."
"Muje to sochkar bhi darr lag raha hai ki agar uss din Akram aur Zoya ka nikaah ho jaata to humaari Zoya k saath kya hota tha," said Zahira n started to cry.
"Ammi, roiye mat. Achha hua ki maine Zoya se bhaagne k liye keh diya tha. Muje ajaab sa darr lag raha tha Zoya k liye. I hope Akram jail me sadta rahe," said Anwar consoling her.
"Maine Zoya ko uske paide hone k time se hi apni chhoti beti maana hai. Maine hi Zainab ko uska naam Zoya' rakhne ko suggest kiya tha. Zainab k guzarne k baad maine use kabhi kisi cheez ki kami nahi hone di. Humesha yahi koshish ki ki vo Zainab k baare me sochkar upset na ho jaaye. Agar Asad aur Kabir nahi hote khaas karke Asad to pata nahi vo rakshas meri bacchi k saath kya karta tha. Meri Zoya to toot jaati thi," said Zahira in an upset tone.
"Pata nahi Zoya pe kya beet rahi hogi? Kaash! Zoya ko koi bahot achha ladka mil jaaye jisse uska nikaah ho jaaye aur vo ladka humaari Zoya ko humesha khush rakhe. Kaash! Zoya ko bhi kisi ladke se pyaar ho jaaye jo aaj tak kabhi nahi hua hai," said Zameer.
"Zoya ka Asad se bahot achhi dosti ho gayi jisse pehla uska nahi jamta tha. Kya hum Dilshad se Asad aur Zoya k rishte ki baat kare?" asks Zeenat.
"Zeenat, vo dono sirf dost hai. Nikaah k liye ye jaanna jaruri hai ki vo sirf dost hai ya vo ek doosre ko pasand bhi karte hai. Asad ne kal Zoya ko bacha liya aur usko turant samajh gaya ki Zoya khatre me hai Akram k vajah se. Fir bhi hume rukna chaahiye," said Anwar.
"Haan Anwar, iss baar hum dhyaan se Zoya k rishte k baare me sochenge. Agar Asad aur Zoya ek doosre ko pasand karne lage to bahot achha hoga," said Zeenat.
Scene shifts to Nikhat's room in SM. Nikhat thinks abt her fight wid Haider in d canteen n how they 2day became friends.
"Haider ki jarur koi na koi kahaani hogi. Aisa kya hua hoga uske aapi k saath jiske vajah se vo uss bahot gussa ho gaya tha? Par Haider bura ladka nahi hai," said Nikhat to herself.
Scene shifts to Haider's room in his house. He thinks abt Nikhat falling in his arms. He then thinks abt seeing Nikhat dancing n getn mesmerized by her.
"Nikhat, main uss din aapse gussa nahi hona chaahiye tha. Par aap nahi jaanti hai ki main 20 saal se kitna akela hu. Achha hua ki hum aaj dost ban gaye. Nikhat ko dekhkar muje kya ho jaata hai? Pata nahi meri aapi zinda hai bhi ya nahi? Aur agar zinda hai to kaha hai aur kis haal me hai? Kya main apni aapi se kabhi mil paaunga ya nahi?" asks Haider to himself.
Haider opens his cupboard n removes an envelope. He opens d envelope n removes a photo 4m it. He in tears seeing d photo.
"Meri aapi, kaha hai aap?" asks Haider wid tears in his eyes.
He luks @ d photo. D 2 person in d photo r none other than Zoya n her younger brother Haider. They r side hugging each other wid a smile on their faces. On d bottom of d photo, its written Dinosaur & Popcorn'. ZoHa music plays in d bg.(Its d same music dat played in 25th December 2013 episode wen Haider thinks abt his childhood n his Chhutki.)
"Kya hai aap, Popcorn? Plz, come back," said Haider wid tears in his eyes.
Scene shifts to KV. Zoya is sitting on d sofa in d hall lost in thoughts. Asad comes n sits beside her on d sofa.
"Kya soch rahi hai aap?" asks Asad.
"Kal Akram ne karne ki koshish ki vo bahot disgurting tha. Just like my real abbu vo bhi mujse sirf paison k liye nikaah karna chaahta. He just wanted me for money n his sexual desires. Just cuz I ran 4m my wedding, he tried to rape me as a revenge. He even assaulted me physically. Vo insaan nahi jaanwar hai," said Zoya in angry n upset tone.
Asad is getn angry 4m inside as Zoya says dat.
"Zoya, aap uske baare me sochna band kijiye. Muje vishwaas nahi ho raha hai ki mere office ka employee itna ghatiya insaan tha. Uski tarah k ladkon k vajah se ladkiyan pyaar aur nikaah karne se darti hai. Aise ladke insaaniyat k naam pe kalank hai," said Asad.
"Maine khud ko defend karke bachaane ki bahot koshish but he knocked me down wid d vase. Usne aapka cell churaane ki bhi himmat ki to trap me," said Zoya.
"Aap sachmuch laga ki main aapko corridor me bulaaunga?" asked Asad.
"Haan," replied Zoya, "Muje laga aapko koi jaruri bat karni hai aur aap vaha loud music k vajah se nahi kar paayenge. So, I thought u called me to d corridor."
Asad has a soft luk on her face as she says dat.
Next morning, Asad is sitting on d garden bench. Zoya comes to sit next to him.
"Ab to aapko pata chal hi gaya hai ki main nikaah se q door bhaagti hu aur isme q nahi fasna chaahti hu. Main nikaah to nahi karna chaahti hu par main usi ladke se nikaah karungi jo muje understand krega, meri respect karega aur mujse vaise hi pyaar karega jaise main hu. Main upset hu qki mere parents muje door bhejna chaahte hai aur abhi phuphi bhi yahi kar rahi hai. They love me very much par ye kambhakt sasural ki baatein beech me aa jaati hai. Muje aapka ghar bhi bahot pasand n I am not feeling like to live dis house. Uss mazhar k fakir k vajah se sabko lagta hai ki mere uppar problems aanewaale hai n I sud get married to a guy who can support me. Muje lagta hai ki muje nikaah k liye ek aur try karna chaahiye. May be I vl be lucky dis time. U know na kaise ladke aa rahe the muje dekhne aur 4 ladkon ko aapne hi reject kar diya. Main chaahti hu ki aap mere liye ek acchha ladka dhunde. I think u vl be able to do dat as u know me very well now. Main nikaah se iss reason se bhi door bhaagti hu qki main darti hu main kisi ko pyaar hi na de paungi aur hum dono ki zindagi barbaad ho jaaye. Agar mera nikaah hua aur vo ladka acchha raha to I vl try to work on it. Agar main apne nikaah ko bacha nahi paayi then I vl divorce him. Divorce is better than failed marriage. Nikaah tabhi work karta hai agar usme pyaar ho otherwise its just a waste of time n life. Agar mera nikaah kaam kiya to it vl be my good luck. Mere liye koi acchha ladka dhundna jise meri jaisi ladki pasand ho," said Zoya sweetly n hugs him.
Asad hugs her back. They broke d hug n Zoya goes inside d house.
"I am so sorry, Zoya for playing wid ur feelings. I did not wanted to hurt u. Maine unn 4 ladkon ko jaanbujhkar reject kiya cuz I loved u. Main jealous ho gaya tha ki kahin unn ladkon se sab impress na ho jaaye. I can't do it anymore, Zoya. I can't emotionally blackmail u anymore n get u to accept my feelings. Ye galat hai," said Asad in a sad voice.
Najms n Ayaan who were listening to Asad n Zoya's convo 4m a distance r shocked to hear wat Asad said just now.
"Iska matlab mera doubt sahi tha. Bhaijaan Zoya se pyaar karte hai," said Ayaan.
"I can't believe bhaijaan ne Zoya ko paane k liye 4 ladkon ko jaanbujhkar itni aasaani se reject kar diya. Now, he is guilty. Hume unse baat karna chaahiye," said Najma.
AyMa went before Asad. Asad stood up.
"Tum dono yaha kab aaye?" asked Asad.
"Bhaijaan, humne aapki aur Zoya ki saari baatein sun ki hai," replied Ayaan, "Hume pata chal gaya hai ki aap Zoya se pyaar karte hai. Aapko unse ye baat bata deni chaahiye."
"Ayaan bhaijaan sahi keh rahe hai. Aapko Zoya ko ye baat bata deni chahiye," said Najma.
"Main use kaise batau ki maine itne dino se use manipulate kar raha tha, uske saath mind games khel raha tha, use emotionally blackmail kar raha taaki main use paa saku. Agar main aisa jhoot bolkar Zoya ko paunga to Zoya k asli abbu, Akram aur mujme kya farak hoga? Main use mere galti k baare me batakar hurt nahi karna chaahta hu," said Asad.
"Bhaijaan, aap khudko Zoya k asli abbu aur Akram se q compare kar rahe hai?" asked Ayaan shockingly, "Unke iraade to galat the par aapka iraada to humesha sahi tha."
"Iraada bhale hi mera humesha se sahi tha par raasta to galat tha na. Vo sach jaankar mujse firse gussa ho jaayegi aur uska mujpar se trust uth jaayega," replied Asad.
"Bhaijaan, aapko Zoya sab kuch bata dena chaahuye aur ye bhi bata dena chaahiye ki aap unse bahot pyaar karte hai. I don't think vo aapse gussa hogi qki aapne uska bura kabhi nahi chaaha. Aapne to apna plan bhi rok diya hai cuz u r guilty," said Najma.
"Nahi, main use kuch nahi kahunga. Vo bahit acchhi ladki hai. She deserves better. Iss baar main uske liye acchha ladka dhundunga," said Asad sadly n turned to go inside d house.
Ayaan n Najma r not happy abt it. They luk on shocking as Asad goes inside d house.
"Bhaijaan thik nahi keh rahe hai. Unhe Zoya ko sab kuch bata dena chaaiye isse pehle ki bahot der ho jaaye," said Ayaan.
"Pata nahi bhaijaan Zoya k liye kaunsa ladka laayenge," said Najma.
"Dono me common cheez thi ki dat they don't believe in love. Par Asad bhaijaan ko Zoya se pyaar ho gaya. Kaash! Zoya ko bhi Asad bhaijaan se pyaar ho jaaye," said Ayaan.
"Agar Zoya ka nikaah bhaijaan se hua to Zoya yaha bahot khush rahegi. Main isliye nahi bol rahi hu ki Asad bhaijaan mere bhaijaan hai. Main isliye bol rahi hu ki Zoya jaisa ladka chaahti hai vo use Asad bhaijaan me hi mil sakte hai," said Najma.
In d eveining, AsYaan meets @ their adda @ d lake.
"Bhaijaan, main abhi bhi keh raha hu ki aap Zoya ko apni feelings bata dijiye," said Ayaan.
"Main ye nahi kar sakta hu, Ayaan. Main pehle sahi insaan nahi tha. Agar hota to aaj Zoya mere saath hoti thi. Maine Zoya ko paane k liye uske feelings k saath bahot khela hai. Zoya mujhpe bahot trust karti hai aur maine uska vahi trust toda hai. Agar use pata chala ki maine uske feelings saath kiya to vo bahot hurt ho jaayegi," said Asad.
"Bhaijaan, aapne Zoya ko intently kabhi hurt karne k baare me nahi socha hai," said Ayaan.
"Ayaan, ye uske nikaah aur zindagi ka sawaal hai. She deserves better," said Asad.
Ayaan luks worried for him.
Next day, Asad brings Kabir in d house.
"Kabir, aap yaha?" asked Zoya.
"Zoya, aapne hi kaha tha na ki main aapke liye ek achha ladka dhundu. Isliye, main yaha Kabir ko laaya hu," replied Asad.
Zoya, Najma n Dilshad gets shocked.
"To bhaijaan Zoya ka nikaah Kabir se karaana chaahte hai," thinks Najma worriedly.
Zoya recalls Asad teln him to find a nice guy for her but still she is not feeling happy.
"Kabir beta, aap baith jao," said Dilshad wid a smile.
"Thanks aunty," said Kabir wid a smile.
He sits on d sofa. Others too sit on d sofa.
"Kabir, tum to Asad k college se friend ho. Aur tum yaha bhi bahot baar aa chuke ho. Tum aaj yaha Zoya k liye aaye ho," said Dilshad.
"Aunty, Zoya bahot achhi ladki hai. Asad bhi uske baare me bahut kuch keh raha tha ki Zoya kaisi hai," said Kabir.
"Kabir, aap to kitna lucky the. Kal party k liye aapko to date ka bhi tension nahi. Aap to DJ k vajah se aa gaye," said Zoya.
"Main kayi baar party me DJ play kiya hu," said Kabir.
"Wow, dats so amazing," said Zoya.
Najma is not feeling happy seeing Zoya n Kabir's bonding fearing dat Zoya vl choose Kabir.
"Ya Allah, pata nahi kya hoga? Bhaijaan q laaye Kabir ko Zoya k liye," thinks Najma.
"Aapka koi crush hai?" asked Zoya.
"Nahi," replied Kabir n asked, "Aapka koi hai?"
"Hai na," replied Zoya.
"Kaun?" asked Kabir.
"Mahendra Singh Dhoni," said Zoya wid a laugh.
Kabir got shocked but also laughed wid her. Others also smiled. Asad was carefully lukn @ Zoya n Kabir. He is also smiling after Zoya's reply but there is pain on his face.
"Muje itna bura q lag raha hai?" thinks Asad, "Muje to Zoya k liye khush hona chaahiye."
Precap: #Zoya is confused between Kabir n Asad but Asad makes Zoya accept d proposal.
#Haider recalls in his home how he survived d fire n how he went missing.
#While cumn 4m a dinner wid Kabir wid Kabir dropping Zoya @ KV in his car, Zoya n Kabir bumps into each other n Zoya falls in his arms wid Kabir catching her. Kabir n Zoya gets shocked. Kabir smiles while Zoya has a tense luk on her face. They stand up n apologises. Asad n Najma who r watching them 4m Asad's window gets shocked. Asad feels hurt seeing Zoya falling in Kabir's arm. Najma notices dat n feels bad for him.
Like for PMs😊
Edited by angel_juhi04 - 11 years ago
124