Ridhima - mein tumse puchne wali thi par phir...
Armaan forwrded his dairy to her and then spoke
Armaan - lo... I guess shayad tumhe achi lage..
Ridhima look at him first and then taking it in her hand she was confused when armaan turn to leave..
Ridhima wisper - armaan...!!!
Armaan - padhlena ridhima shayad tumhe kuch aachi lage...shayad kych baten yaad aa jayen tumhe...
Saying soo armaan leave from their and ridhima keept staring at his retreating back...
And then after sometime ridhima moved in as armaan was long gone...
Ridhima as soon as enter her home straight went in her room without bothering to switch on the lights of any place... moving in her room she freshen up and then lying on the bed switching on only the bed side lamp ridhima took the dairy armaan have given to her...
She open the dairy...
And what she saw was a small girl in a bad state of cloths working in some restro...
Ridhima know the girl... This girl was soo close to her..as the girl was non other then her...
Ridhima was shocked to look at the pic... After some time when ridhima recoverd from the shock she turn the page and look at a pic of a small boy a well dressed a was having lunch with parents...
She adore that little boy with cubby cheeks and adoring smile.. With dimples...
Turning he page she saw a bill attached to the dairy with the day... And below it it wa some thing written...
'Aaj uski fav.. Stawberyshake mein ne usko diya par usne nahi liya...dar kar andar chali gai aapna kaam karne... Kyun darti hain vo itna ... Aur uske parents usske kam kyun karne dete hain... Itni pyaari masum si ladki hain vo...'
Ridhima turning the page and read many of the written things... She was unexpectedly attached to the dairy and a very unfamilier deeling was passing through her veins...
Reading more of entries saying...
'aaj mein usse bhaar mila... Mein uske pas gaya par vo phir chali gai dar kar... Na jaane kis bat se darti hai vo... Kabhi bhi baat nahi karti... Kise bhi nahi ... Hamesha dar kar jeeti hain...'
' mein ne aapne aap man mein socha tha ki mein usse baat kar ke rahunga uska dukh baatunga par aaj itne mahino bad bhi vo darti hain mujhse... Kuch nahi bolti... Par aab mein har roz us restro mein jaata hun usse dekhne...'
' aaj mujhe pata chala ki uske parents usse jabardasti kam karate hain... Koi maa baap aisa kaise kar sakte hain... Vo tho abhi bachi hain...'
' jab se vo mujhse darti hain mein usse milna chod diya mein usse darana nahi chahat ... Ab mein dur se hi usse dekhta hun... Pata hain aaj jab vo aapne ghar ja rahi thi raste mein ice cream dekh ke uski aankho mein chamak thi... Usne aapne lips par ice cream ka suwad(taste) lena chaha par vo na le saki bus dusro bacho ko dekhti rahi khate hua aur phir chali gai...'
' rooj uski durse nai nai baatein jaane mein bahut maza aata hain... Aaj kisi ne aapne joote usko diya... Vo itni khush ho gai purane jutho se bhi . Ki usne turant aapne paron mein pehn liya par lases nahi bande usse nahi aate the toh usne lases shoes ke andar dal diya...
Aur khusi se ghar gai... Aur ghar jate hi uske juthe usne aapni choti behan ko de diya...'
'Har roj use dekhna aacha lagne laga tha mujhe pata nahi kyun aaj vo chali gai.. Nahi aai aapne kam par... Kai din mein ne wait kiya par vo nahi aai... Uski choti choti baatein yaad aati hain... Uska ice cream ko dekh kar aapne lips lick karna ... Purne cheeja khushi se lena aur branded cheej ki tarah unhe flaunt karna aur ghar jaate hi bhehn ko de dena.. Uska pyaar se aapne aapko sir par maarna .. Galti hone par aapne jeeb(toung) daato se dabana...
Uska soche hun aapne cheen par ungali rakhna... Uska kisi bhi ladke se baat karne par ghabra kar bhag jana aur dur ja kar chupkar dekhna ki vo ladka dekh toh nahi raha... Uska aapne haatho mein najane kya dekhte rahna... Sab yaad aata hain ... Mein uee dhund kar rahunga'
Ridhima thing about it amd while thinking she have her fingure on her cheen... When she was thunking she felt her hand on her cheen and ridhima was amazed to see that she really do it...
She saw a photo of her licking her lip seing ice cream that pic was just few days back not her childhood pic it was when she and armaan oneday in night saw a ice cream parloure walking back home... She realise she doo lick her lips seing ice cream...
She was amazed herself noticing the litle guesture of hers which she do from childhood till now but she herself was not aware of it... But armaan was...
'Aaj bahut sal baad usse dekha... Kitni koshish ki mein ne usse dhundne ki itne saalo mein... Ye bhi na dhayan diya ki aaj mera haath mein kuch nahi raha... Dad ka business mein bahut nuksaan hua aur dad bardash nahi kar paye aur dad ka dukh maa nahi seh pai... Dad ke loan ke karan hamara ghar bhi nilam ho gaya... Par aaj uski photo paper mein dekh kar ek ajeeb khushi hui... Aaj koi mera pass bethna pasand nahi karta... Aaj mujhe pata chala ki usse kaise lagta hoga tab... Aaj vo meri place par khadi bain aur mein uski... Par mein dua karta hun ki vo hamesha aur uchai par jaye...'
'Mein itni tym se sab gossip padhi ridhima ke baare mein... Pata nahi kyun dil nahi maanta... Mein janta hun ki voaisa kuch nahi karegi...'
'Kuch job se paise collect kar ke mein mumbai ja raha hun uske hi shehar... Kya pata kabhi real mein dekhun usse... Par aab Shayad vo meri pahuch se bahut dur ho gai hain... Aab vo bollywood diva hain aur mein ... Pata nahi shayad kismat kabhi milwa de humein...'
' paper mein uske gosips padhi... Mein har baar uske shooti set par pahuch jata tha... Par kabhi milne nahi diya... Kabhi uski jhalak bhi nahi dekhne ko mili... Par mujhe pata hain paper ki koi bhi gosip sachi nahi... Aur uski movie mein bold scrne bhi vo nahi karti... Vo kar hi nahi sakti... Ridhima kitna bhi uchai par pahuch jaye par vo kabhi aisa nahi kar sakti... Vo sare scrne uski body double karti hain... Mein ne kabhi aisa nahi dekha par mein janta hun ye sach hain.'
Ridhima was deep in thoughts she was soo moved with all the writing of the dairy that she felt changes in herself... Or rather say she noted herself deeply today... And then she hit head head at back... For not noting herself... And again she felt ine more thing coming true she do hit her head on her silly things... She don't know why armaan believed in her soo much that he mever seen her shooting still was sure that non of her bold scene were done by her... That is true she never did tht but how does he know...
' aaj ridhima se mila .. Mein ne pehli hi nazar mein usse pehchan liy tha... Par vo itni raat ko yun akeli khun ghum rahi thi... Kya hua tha usse par aaj vo bilkul nahi dari balki mujhse walk ke liya company mangi... Usne na jane kyun ek hi baar mein mujhe par vishwas kar liya... Aise nahi karna chaiye tha... Agar koi galat insaan hota toh... Au jab hum uske ghar ki taraf chane lage toh usne mera name puch aur aapna naam jenni bataya... Mujhe pata hain usne jhuth bola tha mein janta hun ridhima ko ... Vo mujse nahi chup sakti apne aapko...'
Ridhima try to remember but can't remember much of what was written in the dairy... But she remember thing little bluntly... She do worked in a restro in her childhood as her family was so poor and now she is a star a diva... But arman he was to be a bib rich man's son but now now he is suffering...
Now this clicked to ridhima that it was the reson why armaan do double duty work and returns home at 12 in night... Y that day he said koi wait nahi kar raha hoga ghar par... Y he use to walk kilometers of distance in his feet...
Now ridhima felt too sad to know that... And thing soo much of armaan and the words in the dairy she dose off...
Next day ridhima meet armaan at same time same place walking... And she didn't spoke up about dairy anything... Today both armaan and ridhima were silently walking to tidhima's home an today as it was all wekend due to dairy or rather say today their feling are more heavy so ridhima forced armaan to have a coffee with her...
Armaan firat refused but then ridhima emotionally backmailed him...
Ridhima - armaan kya tum hamari dosti ke liya itna bhi nahi kar sakte plz...
Armaan was obilised by her inoccent face and pleading vocie that he enter the house and the memories rush back to him as soon as he enter the house... But being strong armaan didn't let it show on his face...
Ridhima went to kitchen to make a couple of cup of coffee for herself and armaan...
When armaan came and asked ridhima about can he use the washroom...
Ridhima - kyun nahi armaan..!!! Its left an straight then ...
Armaan - left i know... Thanks...
Ridhima was surprise how does he know the qay to washroom but then kicked the thought out of her mind...
After sometime armaan was back and ridhima have alredy made the hot streaming coffe...
Arman - ridhima can i ask u something...
Ridhima - yup kuch bhi bolo ye formality kyun...
Armaan - vo ... Kya hun coffe upar terrace par swing par beth kar pi sakte hain...
Ridhima was again shock how he knows it that there is swing on the terrace... But as soon as they were moving towards the terrace the lights went off an dridhima being afraid of dark quickly grab his arms...
Armaan - relax ridhima.. Mein aabhi dekhta hun fuse udha hain shayad...
Ridhima nodded and armaan moved towards power house and then ridhima too moved with armaan as she was holding his arms and reaching there armaan put the fuse corectly and the light came...
Ridhima was still not leaving his arms... And finally armaan make ridhima feel better and both moved to the terrace... While sitting on the swing there was silence only the sound of wind can be heard... While having coffee...
Ridhima broke the silence
Ridhima - armaan tumhe kaise pata tha ki yahn terrace mein swing hain aur the way to washroom aur vo power supply ka bhi...
Armaan - kyun ki bachpan ki meri har summer vaccations mein ne isse ghar mein nikali hain... Yahin mein bada hua hun... Khela hun ...
Ridhima- mein kuch samjhi nahi...
Armaan- ridhima tumne vo dairy padhi thi...
Ridhima- hain vo mein...
Armaan - mein ne us dairy mein likha tha ji dad ko business loss hua tha toh us loss se papa and maa dono ko heart attack aaya tha... Aur hamari sari property ko bank walo me seal kar diya... Toh ye ghar bhi ussi ek property ka hissa tha... Ye ghar mera dil ke bahut karib tha... Mein ne socha tha ki mein aapne dad ki sari property to revieve nahi kar paunga par ye ghar nahi jane dunga... Par dekho na aaj tak mein itna balance nahi bacha paya ki ye fhar wapas le sakhun aur aaj ye ghar tumhare pass hain... Mein aab is ghar ko nahi kharidna chahata... Aab mera pasie na itne paise hain na aisa dil hain ki jis ghar mein tumhe itni shainti milti hain vo tumse cheen lun...
Tum aapne bunglo par jane se pehle har rooj yahan aati ho kyun ki tumhe shainti milti hain aur subbha aapne bungol jati ho aapne maa papa aur aapni choti behan ke pass aur khud ke pass jane ke liya tum ise ghar mein aati ho...
Tumhe yahn sukoon milta hain ... Aaj tak yahan koi bhi cheej change nahi ki tumne sab waisa hi hain jaise mein ne aapni maa se bola tha sajane ko... Ye mera dream ki real ghar tha.. Aur tumhe yahan sukuun milta hain binna kisi change ke toh mein tum se tumhari life ki har buri yaadon aur baaton se dur karne wala ye ghar tumse nahi chin a chahta...
Aab tum is ghar ko hamesha aapne pass rakhna... Kabhi isse khona maat...
Ridhima - aur agar mein kahun ki ye ghar mein khona chahati hun par ye ghar khone ke baad bhi mera hi rahega toh...
Armaan - matlab..!!!
Ridhima - agar mein kahun tumhari baton ne mera andar ek ajeeb se bechaini bhar di hain toh...
Agar mein kahun ki tumhara sapna mein pura karna chahati hun tumhe ye ghar tumhara bachpan wapas kar kar...
Agar mein bolun ki tumhari sachai ne hamari pehli mulakat se aaj tak mein tumhe chahane lagi hun toh...
Agar mein kahun ki hamari dosti mera liya dosti nahi dosti se kuch jayad hai. Toh...
Agar mein kahun ki armaan malik jo mera picha mera bachpan se kar raha hain.. Mujhe mujhse jayada janta hain vo armaan malik mera dil mein bus gaya hai toh...
Agar mein kahun mein ridhima gupta armaan malik se behad pyaar karne lagi hun toh...
Armaan was dumbfound... He was not able to move he was not able to react...
Ridhima - bolo armaan kya bologe tum... Leaning her head on his shoulder and holding his hand in her grip...
Armaan stand and moved till the bondary of the terrace...
Armaan - nahi ridhima aab shayad aisa nahi ho sakta...
Ridhima - kyun nahi ho sakta armaan...
Ridhima moved and stand at his back looking at him...
Armaan - ridhima ye mumkin nahi hain...
Ridhima - kya mumkin nahi hain plz mujhe batao armaan... Mujhse koi galti hui hain kya...
Hugging armaan from behind keeping her hands on his chest and resting her head on his shoulder...
Armaan moving ridhima's hand away from his chest and stepping ahead..
Armaan - nahi ridhima galti tumhari nahi... Mera starus ki hain mein tumhare layak nahi hun ridhima...
Rudhima - plz armaan aisa maat kaho... Mein tumse pyaar karti hun... Aur jaise tum mujhe rakhoge mein rah lungi plz armaan...
Armaan - ridhima tum samjh nahi rahi ho... Tum jis dal dal se nikhi ho mein tumhe wahi na dal dena chahata aapne sath plz ridhima samjho... Aur phir log kya bolenga..
Again moving to armaan and this time hugging him more tightly then before not letting him leave her hold on him...
Ridhima - vo sab mujhe nahi pata armaan ... Mein kaise bhi rah lungi but tumse alag aab mein nahi rah sakti... 3 hamino se rooj tumse milna tumhari baatein suna tumhare sath ek normal ladki ki tarah tym bitana... Tumhari meri choti choti batein janna jo mujhe bhi nahi malum aapne baare mein... Armaan mein tumse pyaar kiya hain tumhare bank balnce se nahi... Aur armaan logo ka kya hain media aaj ek baat bolegi do din mein aur koi baat ... Aur tumne mera status se toh nahi pyaari kiya na ... Nahi hi tumne THE DIVA ridhima gupta se pyaar kiya hain.. Tum toh mujhse tab se pyaar karte ho jab mein ridhima gupta nahi sirf ridhima hua karti thi ek chote se restro mein kam karne wali simple se ridhima...
Plz armaan...
Armaan was having tears in his eyes and theose were flowing without any hinderance,... And then ridhima move in front of armaan and wiping the tears of his eyes... And looking deep in his eyes her hands on his cheeks and arman's hand losly hanging down...
Ridhima - hum dono mil kar aapna future aacha karenga armaan...
Aabhi chahe hum kaise bhi ho ... Koi bhi status ho hamara... Par agar tum nahi hoge toh mera pass kuch nahi rah jayega armaan... Hum tum mil kar ek naya status bana lenga... Pyaar ka status jiske aage koi kuch na bol paye ... Plz armaan...
Armaan wouldn't control his tears and hugged ridhima tightly and...
Armaan - i love u too ridhima i love u too...
Ridhima smile with tears hearing armaan confess...
Ridhima. - i love u armaan...
Armaan was hugging ridhima so tightly as if his life depend on her and their hug... When ridhima departed a little and looking in his eyes armaan too look in her eyes... Both wipes eachothers tears from their hands and smile looking at eachother...
And then the too soulmate lean in and marked their confession with there first ever kiss... A kiss expressing so many emotions their love respect pain lonliness and finnally their togetherness...