.RED FM RJ Dixy Talks About Beintehaa
Lolz the girl is crazy for Beintehaa...!!!!
UPDATE :-
Abhi Jaise Mein Aafat Macha Rahi Hoon waise hi Woh Suraiya Beintehaa mein Aafat Macha rahi hai
Bechaari Aaliya ko bol diya chali jao aur Aaliya toh Chali bhi gai ghar chhod kar...
Aur Ab Zain ne rok toh liya hai par Aaliya madam mana kar rahi hai aane se
Jordaar Twist and Turns aatey hai iss serial mein..yaara aur waha Suraiya apne Pati Usmaan saab ko bhadka rahi hai*Chali gayi aapko bataaye bine **RJ tried to imitate Suraiya lolz*
Aaj kay epsd mein pata chalega kya hoga aagey
Colors par aata hai yeh show Beintehaa 9 Pm ...!! Dekhna jaroor maja aayega...:)
---------