Os Pyaar ki intehaan [chap 30 page 137 - Page 64

Created

Last reply

Replies

1k

Views

115.4k

Users

25

Likes

2k

Frequent Posters

parmarA thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 11 years ago
Maia yahaa hoo Tasha.But too haekic day for me.Just peeped here to say hi to all
Tasha1994 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago

Originally posted by: parmarA

Maia yahaa hoo Tasha.But too haekic day for me.Just peeped here to say hi to all

hi alka ji. waiting for update
parmarA thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: Tasha1994

hi alka ji. waiting for update

Sure dear.I will try to give my update today.

parmarA thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 11 years ago
Chap 23



Ashutosh aur Nidhi ne shivji aur parvatiji ke samne mastak namaya aur sare log mandir ki shobha dekhne me vyast ho gaye.

Ashutosh and Nidhi were sitting under a shade of a tree.

Nidhi:Kitni shanti hai na yahaa?

Ashutosh:Ha Nidhi,bhagwan ka dhaam hai toh shanti toh hogi na?
Waise main ek baat kahu?i am too excited to ge to Mahabaleshwar with you.I will try to give you every moment as a lovely moment.

Nidhi:Woh toh muze aap par bharosa hai.

Ashutosh:Thank you Nidhi

Nidhi:yeh aap kuchh formal nahi ho rahe?Yeh sorry thank you aapko band kar dena chahiye abhi?

Ashutosh : tum sahi ho.Aaj se main sorry aur thank you nahi bolunga ok.

Nidhi:ok chaliye ab ghar chalte hai.Shaam ki bhi taiyaari karni hai abhi.

Ashutosh:ha chalo ab toh tum half [aadhi] meri zindagi me aa chuki ho.

Ghar aane par sare apne apne kamo me vyast ho gaye.

Shaam ho gai aur sare garden area me jama ho gaye.Sirf kuchh khas logo ko hi bulaya gaya tha.

Ashutosh Armaan ke saath tha.Lekin uski nigahe baar baar ghar ke gate ki aur tiki hui thi.woh bahut bechain lag raha tha.

Armaan:Ruk ja mere bhai.Itni bechaini achhi nahi.Abhi teri wali aur meri waali dono aayegi.

Ashutosh:nahi bhai woh toh main dekh raha tha ki

Tabhi ek aawaz gunji

"Nidhi kaisee lag rahi hogi?usne kya pahena hoga?Are chhote jiju meri Nidhi toh har haal me pyaari lagti hai"

Woh Abhimanyu tha.

Uska yeh kehena tha ki Ashutosh sharama gaya.

Tabhi Nidhi aur mallika Anji ke saath ghar ke darwaje par aayi..

Nidhi was looking so pretty in white and silvery saree.Uske halki jwellery paheni hui thi.Usne Ashutosh ko dekha aur ashu ne ek haath se use beautiful ka ishara kiya.

Ashutosh:[Mun me] Haye meri chandani kitni khubsurat lag rahi hai.Jaise poonam ki raat me nahati hui chandani.Kash waqt yuhi tham jaye aur main ise yuhi dekhta rahu.

Har Rang me husne nur mehekta hai
Pyaasa yeh dil diwana fir bhi raah takta hai
Kaun samazaye is pagal dil ko
Humraaj hai fir bhi nigaho ke mautaaj hai

Ashutosh ki nigahe Nidhi se hut hi nahi rahi thi.uski nigahe Nidhi ko madhosh kar rahi thi.

Tabhi Mallika ne announcement kiya,"Welcome friends.We are here to celebrate new engeged couple Dr Nidhi and Major Ashutosh.Give them a big round applaus.

Aur sab logo ne taliya bajayee.

Mallika:Baba.Matlab mai apne dono baba ko request karti hoo ki woh wohi se kuchh kahe .

Col Verma:[Col Mathur se] Dost,aaj hum dost se maadhi ban gaye.Ek ne rishta joda aur dusre bhai ne use aur majboot kiya.In dono bhaiyo ne toh humare rishte ko aur majboot kar diya.I am very happy ki yeh dono mere daamad hone ja rahe hai.Aur meri betiya bhi kisise kum nahi.I am proud of you my angels.

Col Mathur: yog,agar tumhe do bete mile hai toh muze bhi toh do pyaari betiya mili hai.Bus ab toh doli uthane ki der hai.

Col verma and Col Mathur saath me:Yeh dosti hum nahi todenge"

Aur dono ki aankhome khushi ke aasoo chhalak pade.

DB yeh sb dekhkar khush hui.Aur unki bhi aankhe chhalak uthi.

Col verma aur Col Mathur ne ek dusreko gale lagaya.

Fir Mallika ne Ashutosh ko gane ke liye kahaa.Aur Armaan jakar violin lekar aaya.

Aur Ashutosh ne Nidhi ka fav gana shuru kiya,"jab koi baat bigad jaye jab koi mushkil pad jaye tum dena sath mera o hum nawaj"

Uski dhun aur Ashutosh ki kaapti pyaar bhari aawaz ne Nidhi ko bechain kar diya.Lekin woh sirf ek tak Ashu ko dekhti rahi aur Ashutosh Nidhi ko.

Pura mahol ekdum pyaar se bhar gaya.Function Armaan aur Mallika ke dance se khatam ho gaya.Aur sare mehmaan bikhar gaye.

Dusre din subah

Col Verma:Nidhi,Mallika apni packing kar lo beta.

Nidhi:theek hai baba.

Mallika chup thi.

col Verma: kya hua Mallika?

Mallika:Baba woh abhi kulkarni sir ka phone aaya hai.Hospital me emergency case aaya hai aur woh aaj akele hai.Priyana visit par hai aur Dr Rangnath chhutti lekar apne parents se milne gaye hai.Toh main soch rahi thi ki main hospital chali jaoo.

Nidhi: Di,aap tention na lo.Aap abhi jiju ke saath chale jao.Main rukati hu yahi.

Sab thodi der ke liye khamosh ho gaye.

Ashutosh :Are shadi toh parso ki hai na?toh aisa karte hai Aaj bhai aur bhabhi chale jate hai kal main aur nidhi jayenge.Main Nidhi lekar kal subah nikal jaoonga yahaa se.Kyon bhai yeh theek hai na?

Nidhi:Are haa!brilliant idea.Main inke saath kal aa jaoongi

Ashu Nidhi ka "Inke saath" sunkar khush ho gaya.

Armaan:Nidhi woh sab toh theek hai lekin Inke matlab kinke bhai?

Aur Nidhi sharma gai.Aur sare hansne lage.

Armaan aur mallika jane ke liye ready ho gaye.

Col Mathur: Meri beti ka khayal rakhana Armaan.

Armaan:Baba aap party badal rahe hai.chinta mat kariye main aapki beti ka bahut achhe se khayal rakhunga.

Armaan Ashutohs ke pas aakar,"Ashu dekh rasta thoda ghatila hai.Toh dhyaan se car chalana aur Nidhi ka dhyaan rakhana.Chahiye toh ek jacket aur le lena.Theek hai?

Ashutosh:Ab aapko bhi Nidhi ki fikar hone lagi?

Armaan:nahi yaar?bhadakta kyon hai?main toh bus tumhe thoda careful hone ko keh raha hoo.Tuzse jyada khayal uska koi nahi rakh sakta.Muze maloom hai.Chal main chalta hoo.

Aur Mallika aur Armaan Mahabaleshwar ki aur nikal pade.

Ashutosh:Chaliye Nidhi.Main aapko hospital chhod deta hoo.Dr Kulkarni ne surgery start na ki ho?

Nidhi:I hope so.maine message toh kar diya lekin emergency me woh kisiki raah nahi dekhte.

Aur Ashutosh Nidhi ko KGH me le gaya.

Dr Kulkarni surgery approan pahenkar surgery ke liye taiyaar ho chuke the.Woh coridore se gujar hi rahe the ki unhone Nidhi aur Ashutosh ko dekha.

Dr Kulkarni : Oh my girl !tum yahaa?muze pata tha ki tum dono me se ek toh aayegi yahaa.Tum dono pagal ho.Apni trip chhodke kya jaroorat thi yahaa aane ki?sorry Ashutosh.Is pagal ne tumhara bhi plan chaupat kar diya.

Ashutosh :sir,main ek military wala hoo.Muze bhi pata hai ki work comes first.Aur fir Nidhi aur aap toh kisi ki jaan bachane ke liye yeh sab kar rahe hai."Zindagi bachene se jyada jaroori kaam is waqt kuchh nahi.Nahi Nidhi"

Air usne Nidhi Ki taraf dekha.Lekin woh wahaa nahi thi.Ashutosh hairaan ho gaya.

Dr Kulkarni jor se hans diye,"Major saheb aapko Nidhi ka yeh roop pata nahi.Yeh dono bahene apne proff ke prati bahut dedicated hai.Woh change karne chali gai.I am proud of my both daughters."

Ashutosh:Me too.

Dr Kulkarni:waise ek baat kahoo?aap dono ekdum perfect hai.Made for each other.Ek baka jawan aur ek pyaari si ladki.Perfect match.Rab ne bana di jodi.

Aur Tabhi Nidhi bhi taiyaar hokar aa gayee,"Chaliye sir"

Aaj Ashu Nidhi ko paheli baat surgery gown me dekh raha tha.He was proud of his choice.Uska pyaar aur bhi gehera ho raha tha.

Dr Kulkarni:Jo hukum beti ka!

Ashutosh :All the best dr Nidhi verma.

And he gave a smilee and cute look to her.
Surgery pure 4 ghante chali aur patient ko Ventilator par rakha gaya.

Nidhi jab bahar aayi toh Ashutohs coridore me yahaa se wahaa chakkar kaat raha tha.

Nidhi:Are aap yahaa ghar nahi gaye?

Ashutosh: main ghar par bhi yuhi bechain raheta.Socha yaha tumhare aaspas hone ka ehsaas toh hai.

Nidhi :how sweet.Lekin ab aap ghar jaiye.Muze patient ka 12 hours obeservation karna hai.Aapne toh khana bhi nahi khaya.

Ashutosh:toh kya hua?saath me canteen me kha lenge.

Nidhi:Lekin wahaa pineapple ka achar nahi milega.

Ashutosh:Koi baat nahi.Hum saath hai toh kya gum hai?

Dr KUlkarani:Are young man,tum ab toh yahi ho?chalo saath me Lunch karte hai.Nidhi ki anty ne bahut achha khana banaya hai aaj.Aur aaj toh usko pata tha ki nidhi bhi lunch karne wali hai toh usne khana jyada bheja hai.Aur tum dono ka fav pineapple ka achar bhi.

Sare dr Kulkarni ke cabin ki taraf badhne lage.

Pura din Nidhi aur Ashutosh hospital me the.Nidhi ne dr Kulkarni ki permission le rakhi thi.

Shaam ko dono ghar ki taraf aa rahe the.Woh patient ab respond kar raha tha.Aur dr Jyotika aur Dr Rohan duty pe aa gaye the.Aur dr Priyanka bhi night me aa janewali thi.

Nidhi:Aaj toh thak gaye honge na aap?

Ashutosh :nahi meri doll.Main toh tumhe dekhkar hairaan ho gaya hoo.Itna tough aut haekic job hai na.Patient ki halat dekhkar kabhi kabhi dar bhi lagta hai na?

Nidhi:Ha profession hi aisa hai yeh.Hum apne har patient ki problem mitane ki koshish karte hai.Aur emergency ke patient ko bachaneme ji jaan laga dete hai.Kabhi kabhi patient nahi bach pate toh dard bhi hota hai.Lekin fir dusre patient ke liye taiyaar.Hum dr patient ki last breath tak haar nahi mante.Jab tak saas hai patient ki tab tak woh jinda hai.

Ashutosh:I am proud of you my barbie.

Aur Ashutosh ne pyaar se Nidhi ke galo ko sehlaya.

Dusre din subah

Nidhi aur Ashutosh jane ke liye taiyaar ho gaye.

DB Col verma aur col Mathur ne unhe bye kahaa aur Nidhi ka dhyaan rakhene ko kahaa.

Ashutosh aur Nidhi ki car Mahabaleshwar ki taraf badh rahi thi.

Pune se aage nikale aur mausam suhana hone laga.Badalo ne apna dera jamaya aasmaan me.Aur hawaye bhi chalne lagi.

Ashutosh:Nidhi,apna sweater pahen lo.Bahut thand hai.

Nidhi:Waise aap mere saath hai toh koi problem hi nahi hai.Aapne bhi toh jacket nahi pahena.

Ashutosh:Agar main driving nahi karta hota toh aapko kabhi sweater pahenneko nahi kaheta.Mere rom rom me aapke liye itna pyaar hai ki meri bahe kafi hai aapki thand b hagane ke liye.

Nidhi:Muze bhi toh yahi bahe chahiye.Harwaqt hardum pas.

Ashutosh:time aane do.Main aapki har service ke liye hajir ho jaoonga.

Dono ghaat chadhne se pahele Ashutosh ne ek dhabe par car roki.

Ashutosh:Nidhi ghat shuru ho raha hai.Yahaa sirf coffee pina.Mahabaleshwar me jakar hum khana khayenge.

Nidhi aur Ashutosh ne ruk kar coffee pi aur Nidhi aur Ashutosh ne jacket bhi pahen liye.

Aur woh dono apni jagah baith gaye.

Ashutosh:so Nidhi we are now starting beautiful journey of our life.Yeh ghat jitna khubsurat hai utna hi khatarnaak bhi hai.

Nidhi:Aap saath hai toh har safar aasan ho jayega.

Ashutosh :Mera bhi.

Aur Nidhi us ghaat ki khubsurati dekhne lagi.Unche pahado me basa Mahabaleshwar.Khubsurat aur shant.

Pure 3 ghante ki sawadhani wale drive ke baad jab woh Mahabaleshwar me enter hue toh Ashutohs aur nidhi ne apna phone switch onn kiya.

Nidhi:wow! kitni khubsurat jagah hai yeh Ashutosh.Yahaa ki mitti laal hai na.Aur kaisa suhana mausam hai.

Ashutosh:Nidhi,yeh bahut hi khubsurat aur shant hill station hai.Yahaa hum boating karenge.Yahaa jo strawberry ke gardens hai na woh toh tum dekhkar uchhal padogi.Aur carrots toh itne fresh milte hai ki tumhe bahoot pasand aayenge..Yahaa ke points tum dekhogi toh khush ho jaogi.Main tumhe yahaa ki har cheej dikhaoonga.

Nidhi:I will love it.

Ashutosh :main pahele bhai ko phone kar deta hoo.Woh worry kar rahe honge.

Armaan:BHai worry nahi kar raha hoo.Tu hurry kar.Main toh kabse yahaa khade teri raah dekh raha hoo.Chal hotel chal.

Ashutosh :Aapne booking karwa li?

Armaan:Aur nahi toh kya?Deepak ko kyon trouble karna.Maine humare liye do resort book kiya hai.

Nidhi:Di kahaa hai?

Armaan:Aur kahaa hogi?Deepak ke ghar par anty ko help karne ruki hai.Tum bhi fresh ho jao toh main tumhe wahaa lekar chalta hoo.

Ashutosh: theek hai chalo

Aur Armaan dono ko Hotel Silver Oak me lekar aaya.

Armaan:Nidhi,tum Room no 301 me jao aur Ashutohs hum room no 302 me ja rahe hai.Nidhi,tum half an hour me fresh hokar passage me aajao toh hum saath me chalenge.

Nidhi:Ji jiju.

Ashutosh aur Nidhi ne ekdusre ko helpless drishti se dekha aur Armaan ne kahaa,"Kahi nahi ja rahi hai.Fresh hokar wapis aa rahi hai.Itna toh sabra rakho.Bilkul besabr ho."

And Nidhi and Ashutosh entered in their respective rooms.

Sorry for late Guys.
And i will try to give my next update soon.
Thank you for having patience.
Edited by parmarA - 11 years ago
jayasree.rao thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
A lovely update Alkaji. Love this Ashni. The siggy is the best. I always love that anji's sangeet and Ashni's dance in that. Thank you.
parmarA thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 11 years ago
Thank you for this cute emotion deepali
parmarA thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 11 years ago
Thank you once again Deepali for this applause
parmarA thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: jayasree.rao

A lovely update Alkaji. Love this Ashni. The siggy is the best. I always love that anji's sangeet and Ashni's dance in that. Thank you.

Thank you Jaysree ji
bawaswift thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Read the awesome chapter Alka di.. i will review tomorrow.. !
Loved the Avis.. its so perfectly going with the scene... 👏Thanks Di 😃

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".