|
kitnee hi bar tumhara naam likh kar mitaya hai mean ne apne dukh ko zahir hone se bachaya hai mean ne zindagi mean khushi se zeada dukh bhar poor milte hein inhee dukhon se daman apna bhara hai mean ne jab jab udaas hote hein tu mosam-e-bahara bhi khazan ka mosam lagta hai yeh dil kuin udaas rehta hai sayid dukh se dostana rehta hai dost kehte hein na karo dukh ki baat kease na karon jab dukhon se dil bhara rehta hai khushi tu pal bhar ke ley saath deati hai dukhon ka saath hamesha rehta hai |