Special one for sinal
Tumhe dekhti hu to,
aakhe palakna bhul jati hai
Najane kya ho jata hai,
Dhadkane dhadkna bhul jati hai
Achanak jo sam ne aa bhi gaye to,
labze dil se nikal na bhul jati hai
Kya kare tumhe pane ki tamnna hai,
par ye chahat dikhana bhul jati hai
Ham bhi tadapte hai par
tumhare samne aate hi
sabkuch bhul jati hai