hi keerti you are so good in yesterday episode.
sabsa jyada apka or chota anand ki conversion, hum kab sa ya dekhna chata hai,kal jakar dekhna ko mili hai,leap ka aap hum isi ka wait kar raha tha ki anand apki respect karo,ab hamari ek demand or puri ho jaya bas richa ka sach samna aa jaya,or sinal ek ho jaya,kal pahali baar anand ko siddhi ka liya itna sweet dikhaya hai
vasa bhi show mai chota anand ko kunal ka jaisa dikhaya hai to hum ya dekhna vhata hai ki aga vo kunal ki taraha hi siddhi ki care kara,jaisa kunal siddhi ko har problam sa bachata hai vasa hi vo bhi apni maa ko richa naam ki problam sa bachaya