Originally posted by: Farhanas
shukar hay kisi "IS" zamanay kee larki nay ye kaha warna yahan mujhay to "puranay zamanay " ka kaha jaa raha hay lagta hay mera zamana "aasar-e-qadeema" may aata hay......
aunty main hamesha sahi aur ache logon ko hi pasand karti hoon aur aap purane zamane ki nahi hai aaj kal ke logon ko aisa lagta hai main aaj kal hi hoon per ziyada tar log yehi samjhte hain aur aaj kal logon ko patanahi kya kya acha lagta hai😆
241