okay sagar...tou papa ka gussa kam nahinhuaOriginally posted by: Sagar_Minhaz
ha di. meine bola tha na k mein apna laptop tod diya. Isi liye aab mob se net use karna padta ha. And u know mob se ek sath doo jagah nehi login kya ja sakta ha na. Iss liye cc meh nahi tha mein kuch der