Its really a nayi soch yaar. New ways to reduce global warming. Logo kuch sikho anant se. Aur apni dharti ko bachao. 😊 😆
He is such a genius. Just like rancho of 3 idiots 😆
Lekin ananta apko pani ko save bhi karna chahiye na.wo bhi to dharti ka hisa hai. Pani ki ek ek boond kimti hai. Apko thoda sa aur apni mahanta mein add karna pani save karke. Agar aap pani bhi save kar lenge to aap to dharti mata ke favourite bhi ho jainge. Hamare favourite to hain hi aap. 😊 😉 😆