new-ray thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 13 years ago
#1
Mohan, mana ki megha tumse roothi hui hai, aur tumhare liye usse baat kiye bina rahna mushkil ho raha hai, par tumhen use jyada pressurize karne ki jarurat nahi hai, tum to kaafi understanding ho, itna to samajhte hi hoge, ki jarurat se jyada pressure dene par cheezen tut jaati hai. Aur tumne ye bhi dekha hoga ki jab koi dhaga uljha hota hai to use halke haathon se suljhaya jata hai, mohan, tumhen bhi apni uljhnon ko bahut hi softly aur pyar se suljhana hai, aur is tarah se ki tumhari mom bhi convince ho jaye aur megha ke gharwale bhi, aur megha ek din khud hi kahe, mohan, i love u, tum mere bachon ke sach ke papa banna pasand karoge.lol , aur filhaal to megha ko halat par chod do, waqt, ke paas har problem ka solution hota hai, megha , tumhare pyar ko samajh chuki hai,aur ek din tumhare pyar ke samne jarur pighal jayegi.

Created

Last reply

Replies

1

Views

503

Users

2

Likes

2

Frequent Posters

shanu4 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 13 years ago
#2
@new_ray: waiting 4 that day when megha will also feel the same 4 our monu. But, tab tak sab sad hi sad with full of pain.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".