CHAPTER - 34
CHAPTER - 35
Mayank was sitting alone in his room shedding tears thinking about the mysery of Nupur.Payal came to his room with a cup of tea in her hand and gave it to Mayank,but he didn't take it.He,with teary eyes said,"Bhabhi main kasam kha kar kehta hu ke maine kabhi nehi socha tha ke Nupur ko mere vajah se itni mushkilo ka saamna karna parega.Mujhe sach mein nehi pata tha ke Nupur apne ghar nehi jaayegi balki kahi aur chali jaayegi.Agar mujhe pehle pata hota to main usey kabhi nehi jaane deta."He was behaving in such an impatient way that Payal was bound to hug him and comforted him and said,"Shant ho ja bachcha aise royega to kaise chalega?Teri biwi kho gayi hai na to tujhe usey dhundhna to parega hi na."She broke the hug and wiped his tears and said,"Main jaanti hu ke isme teri koi galti nehi hai par usse pehle mujhe ye bol ke kya sach mein in ek saalo mein tujhe Nupur se pyar nehi hua?"Mayank thought about that and said,"Jab vo yaha thi tab mujhe is baat ka ehsaas nehi hua par ab jab vo yaha nehi hai to vo mujhe bohot yaad aa rahi hai.I really miss her bahbhi."She rubbed her hand on her head and said,"Main jaanti hu aur pata hai aisa kyu ho raha hai kyuki tere dil mein kahi na kahi uske liye dher saara pyar hai.Kyuki agar pyar nehi hota to tu vo lamhe kabhi uske saath nehi beeta pata."Mayank looked at her with a jerk and asked,"Aap...???"Payal smiled and replied,"Ye sab baate bolne ki zarurat nehi parti hai chehra dekh kar hi samajh mein aa jaata hai."Mayank said,"Aapko pata hai bhabhi usne na apne company ke apne kuch shares kuch shares,apni ek zameen sab mere naam par kar diye taaki main usme apne video game ki company shuru kar saku."Payal said,"Dekha kitna pyar karti hai vo tujhse,ab to tera ye farz banta hai ke tu usey waapas lekar aa aur tum dono naye seere se khushi khushi apni zindagi dubaara se shuru karo."Mayank nodded his head and said,"Main usey zarur dhundh kar laaunga par usse pehle main uska har ek sapna pura karunga."Payal kissed on his forehead.Mayank went to meet the commissioner of police to enquire about whether they found any clue about Nupur,but they informed him the negative.The OC of this case said,"Asal mein problem ye ho rahi hai ke unhe dhundha kaha se jaaye vohi samajh mein nehi aa raha hai par ha vo is sheher mein nehi hai itna to tey hai kyuki humne apne saare khabriyo ko laga kar rakkha hai is sheher mein hoti to hume abhi tak kuch na kuch zarur pata chal jaata."Mayank said to the CP,"Sir meri biwi ne hotel management ki paraai ki hai to aap India ke saare bare bare hotels aur resorts mein dhundhiye."CP said,"Par aisa bhi to ho sakta hai ke Mrs Sharma ki maamuli se hotel mein kaam kar rahi ho."Mayank smiled and replied,"Nehi sir Nupur ko apna khuda hotels and resorts banana hai apni khud ki kamaai ke paiso se jo usey kabhi kisi chote mote hotel mein kaam karke nehi milne waala,isiliye main aapse keh raha hu ke aap aise hi kisi hotel ya resort ko dhundhiye."The CP agreed to him and instructed the officers to do the same.While coming out,Mayank made a strong determination and said,"Main tumhe dhundh kar hi rahunga Nupur chahe uske liye mujhe kisi bhi hadh tak kyu na jaana pare.Main tumhe ghar waapas laakar hi rahunga."He got inside his car and drove back home.
[ 7 MONTHS LATER , OOTY ]
In Ooty,there is a very big and the most expensive resort where only the VVIP's used to come and spend vacation.In that hotel,a woman came to receptionist and asked about the list of VIP's who will arriving by next week.The receptionist gave her the list and then the woman said,"Resort ke saare suits achche ready karwa do tumhe pata hai na Nupur madam aise maamlo mein kitni sakt hai."The receptionist nodded her head and then gave her some files to take Nupur's signatures on them.The woman went to Nupur's cabin to bring her signature and found she was sleeping putting her head down on the table.The woman didn't want to disturb her and just put the file on her table and then at that moment only Nupur woke up.Her eyes were complete red and she could not even open them properly and she even had dark circles under her eyes.She grew very thin and on seeing the woman,she asked,"Arey Kavita tum kab aayi?"Kavita replied,"Jab tum so rahi thi."She took her sit and said,"Apni haalat dekho Nupur,tumhaari aakhe dekh kar ye saaf pata chal raha hai ke tum kal raat bilkul bhi nehi soyi ho.Aise kaise chalega?Ek to tumhaari tabiyat thik nehi rehti hai upar se itna kaam karti ho,aise to tumhe hospital mein admit karna parega Nupur."Nupur gave a sad smile and replied,"Meri neend to kahi mahino pehle hi ud chuki hai Kavita,main to itna kaam sab kuch bhulne ke liye kar rahi hu."Kavita said,"Tum kuch dino ki chutti kyu nehi le leti ho.Tumhe araam ki sakt zarurat hai Nupur."Nupur made wide eyes and then said,"Dimaag kharaab hai kya tumhaara??Aise time par jab itne VVIP's aane waale hai main chutti le lu??Mujhe boss kaam se hi nikalwa denge."Kavita nodded her head disappointedly and replied,"Tumhe kehkar koi faayda nehi hai.Achcha par kamsekam kaam ka load to kar hi sakti ho na...Ek baat to batao...ye jot um ghar chor kar kisiko bina kuch bole chali aayi,tumhe unki yaad nehi aati?"Nupur became sad and replied,"Aati hai bohot zyaada aati hai,par mere paas aur koi raasta bhi nehi tha uswaqt main karti bhi to kya?Apne galti ki sazaa apne ma baap ko to nehi de sakti hu na."Kavita asked,"Aur tumhaara husband?"She smiled and replied,"Vo thik hi hoga,apne aap mein mast.Abhi tak to shaayad usne apni company ko banaane ka kaam bhi shuru kar diya hoga."Kavita said,"Kamsekam unhe ek baar apne baare mein bata to sakti ho na.Tumhaara husband na sahi par tumhaare papa to bohot khush ho jaayenge."Nupur nodded her head and replied,"Nehi kuch waqt baad vaise bhi jab dhundh dhundh kar pareshaan ho jaayenge to dheere dheere mujhe bhul jaayenge."Kavita felt very sad for her and Nupur just gave a smile.
In 7 months nothing changed except everyone slowly got used to in their lives,contuing searching for Nupur but Mayank was the one who couldn't move on.According to Nupur's wish,construction already started on the land which Nupur gave to him.One day,Mayank got the information that someone named Nupur was finally being traced in Ooty.Mayank immediately informed everyone about the good news.The whole BF came to Mayank's house and Shekhar gave him the good news.Mayank said,"Main aaj sham ki flight se hi Ooty ja raha hu,Nupur ko lane.Ab vo is ghar se kahi nehi jaayegi."Ashok stopped him and said,"Nehi!!"On listening to his objection,all were surprised.Maadhvi asked,"Kya hua bhaisaab?"Ashok replied,"Maaf kijiyega Mrs Sharma,par main Nupur ko yaha lane ki ijaazat nehi de sakta,kyuki ab vo is ghar ki bahu nehi rahi,yehi contract mein tha.To ab meri beti mere ghar mein jaayegi."Gayatri tried to intervene and said,"Suniye ji ye aap kya keh rahe hai.Beti apne ghar hi to rahegi na."Ashok said,"Bilkul meri beti apne ghar hi rahegi,mere ghar mein.Ha Mayank chahe to mere saath chal sakta hai,par Nupur ab is ghar mein waapas nehi aayegi.Main ab usey phir se kisi mushkil daur se nehi guzarne dunga."Mayank tried to persuade but Sameer stopped him by putting his head on his shoulder.Shekhar said,"Thik hai jaisi aapki marzi.Mere bete ne aisa kaam kiya hai ke ab main kuch bol bhi nehi sakta.Bas ek baar hum Nupur se mil to sakte hi hai na."Ashok nodded his head and asked Adhiraj to book a ticket to Ooty to the nearest date whenever it was available.
Mayank and Ashok went to Ooty taking the next day's flight alongwith the police.They enquired in the hotel where Nupur worked alongwith her photo.At first,they were not ready to give any information to them regarding any of their employees but when the police interfered,they were bound to give the information.After taking the address,all of them went to the appropriate place.Nupur used to live in a working girl's hostel.On reaching there,Ashok asked,"Kya yaha Nupur Bhushan naam ki koi larki rehti hai?"The owner lady replied,"Ji nehi."Everyone were confused and the police officer said,"Aisa kaise ho sakta hai hotel waalo ne to yehi ka address diya tha."Ashok became sad thinking that after 7 months,when he was able to get a trace of his daughter he again lost it and he said,"Itne mahino ke talaash ke baad jab mujhe meri bachchi milne waali thi,ab phir se kho gayi."Mayank was standing conjesting his brows and suddenly,he came forward and asked the lady,"Kya yaha Mrs Nupur Mayank Sharma naam ki koi rehti hai?"The lady nodded her head and replied,"Ha ye yahi rehti hai,par aap log kaun hai?"Mayank replied,"Ji...main uska pai hu aur ye uske father hai.Vo hume bina kuch bole yaha aa gayi.Please hume usse milna hai."On hearing that,the lady burnt with anger and she taunted Mayank,"Oh to tum ho vo jisne us bhali bachchi ko is haal mein akela chor diya.Arey kaise pati ho tum?Jab tumhaari biwi ko sabse zyaada tumhaari zarurat thi,apne parivaar ki zarurat thi tabhi usko akela chorna tha?Pata hai vo aisi haalat mein bhi jaakar kaam karti hai."Her travelled from Mayank's head to toe and then she said,"Dikhne mein to bhale khaandaan se lagte ho aur harkate aisi kisam ki?Hmmh!!"She then turned towards Ashok and said,"Aapki beti hamesha aapki baate karti rehti hai ke agar uske papa hote to aise waqt pe uske liye ye laate vo late.Din bhar hotel mein kaam karti hai aur yaha apne kamre mein hi bethi rehti hai.Arey aise waqt mein to sahi tarah ki dekh bhaal aur araam ki zarurat hai."Ashok and Mayank were confused and Ashok asked,"Aise waqt mein matlab??Kya hua hai meri bachchi ko?Uski tabiyat to thik hai na?"The lady replied,"Aur kya hona hai?Vohi jo shaadi ke baad har larki ke saath hota hai.Ma banne waali hai aapki beti,abhi 7va mahina khatam hone waala hai."That news was a real shock for everyone.Ashok was about to fall,but Mayank held him.Mayank,too was in a trans thinking Nupur hid such an important thing from the whole family.Ashok nodded his head and said,"Bas...ab ek pal bhi meri bachchi yaha nehi rahegi.Hey bhagwaan,aise haalat mein meri beti yaha...Main aaj hi usey yaha se le jaaunga.Hai kaha vo?"The lady replied,"Vo abhi doctor ke paas gayi hai,aa jaayegi aap waiting room mein intezaar kijiye."They agreed and the lady showed them the waiting room.Before leaving Mayank said,"Please Nupur ke aane ke baad usey ye mat bataana ke hum aaye hai."The lady nodded her head and they left.
After Nupur returned,the lady saw her and asked,"Aa gayi doctor ke paas se?Kya kaha doctor ne?"Nupur smiled and replied,"Vohi jo aap hamesha kehti rehti hai ke thik se khaana khaao aur apna dhyaan rakkho,aise waqt mein double double khaana parta hai aur zyaada se zyaada araam karna parta hai.Thora pressure bhi low hai"The lady said,"Dekha maine kaha tha na par tum ho ke meri baat hi nehi sunti ho aur pressure to low hona hi hai,kitna kaam karti ho Nupur.Main to kehti hu ke ab tum maternity leave le hi lo,2 mahine baad to tumhaari delivery bhi hai."Nupur said,"Ha main bhi vohi soch rahi hu asal mein kuch VIP's ane waale haihotel mein,unke jaane ke baad hi main leave ke liye baat karungi."The lady then said,"Achcha Nupur vo na tumse milne koi aaya hai waiting room mein intezaar kar raha hai."Nupur said,"Ha shaayad hotel se koi aaya hoga,kuch files mangvaaye the sign karne ke liye.Thik hai main dekhti hu."Saying she left from there and went towards the waiting room.The moment she stepped in there,her heart bumped with both happiness and scare.Both Mayank and Ashok raised up from their seat on seeing her.Ashok had tears of happiness in his eyes where Nupur was looking with blank expressions towards him.She uttered,"Papa..."The next moment,her eyes fall on Mayank and she immediately grabbed her baby bump.It was like not after 7 months but after 7 years she was seeing them.Ashok walked towards her with his open arms and uttered,"Meri gudiya..."Nupur could not hold her tears and she hugged her father tightly and broke into tears.
CHAPTER - 36
Edited by -Paulomi- - 11 years ago