Originally posted by: simplysappie
This is damn funny man . This Duryodhan is crying n threatening to cut his arm if Shakuni goes away . Shakuni saying rehne do yeh drama karna tumne mujhi se sikha hai .. Agar pandavon ko apmanit karna chahte ho apna saara krodh panchaali ki or mod do . Panchali pandavon ka garv n abhimaan , uska samaan tutega toh Pandav tut jayenge .
And Duryodhana is like jo aap kahein jaisa aap kahein mamashree .. His forced laugh was another big turn off today ..
Durie ke liye ek gaana yaad aa raha hai n Shakuni k liye bhi :
adayein badi funky , kare hai nautanki
yeh chhora bada drama queen hai !!!