Posted:
ab jr.mb devi bann gaye hai n usse raja se 2days dur rahene ko kaha gaya hai n we all know how raja tharkey is😉 n i think usse without mb sone ke adat nahi hai toh usse apne rani bina neend toh aayegee nahi toh fir woh chup chupke raat ko apne rani se milne aayega😳 n hayeee woh scene kitna romantic hoga, main toh waisa scene imagine kar kar ke blush kar rahe hun😳(remember jaab rk madhu ko lena aata hai in radhaji bedroom at night before their real wedding 😳 hayee kya scene tha na woh😳 ab mujhe usse jayada naughty n passionate wala scene chaheye ab😳) so guys kya lagta hai hume aisa scene milega rajbala ka?