kya koi bata sakta hi ki jab krk madhu n radhaji ke saath mandir mai pooja kar raha tha tab baar baar bappa ki murti par focus kyo kar rahe the jab radhaji ne krk ke raksha dhaga bandh tab jab krk ne radhaji se lekar naariyal phoda tab iske peeche kya symbolism ho sakta har aur havan mai bhi jab krk mantrochran kar raha tha tab kisi ka dhyan is taraf kyo nahin gaya ki jo rk pooja paath se itna katrata hai woh havan mai sharafat se baith kar mantra pad raha hai aur aahutu dal raha hai.