Originally posted by: kavana_n
maine like kiya... aur meenu ne mera aur neelu ka naam likh kar dono naam badnaam kardiya
tum dono k dimaag bahut gandy hain ..bachhi n teek likha but kav jara sambhal kar tere GP kahi 1 din main us bachhi ki shaadi na kara dy... bechaari 1 din mein badi to ho gayi, na jaane tere GP kya kya karengy ...😆😆😆