seeing whats going on in show as well as in forum so make a poem
yeah ishq nahi asaan bas itna samjh lena ek aag ka
daryiah hai or doob kai jaana hai
is janoon ko ishq mein badal kai dekhana hai
is nafrat ko pyaar banana hai
thora waqt lagai par inhain ek doosrai kii saansoon mein basana hai
ek doosrai kai gamoon ko samajh kai unhein apna gaam banana hai
ek doosrai kai liyai hamdardi ko jagaana hai
har mushkiloon ko harana hai
bas ek aag ka dariyah hai or inhain woh par karkai dikhana hai