mahn for the first time i felt like "okay. i am loving this show." surprising i know..but yaar RK kya power hai hi aisa 😆 i loved his every single expression , dialogue , attitude , and his sadistic joy out of humiliating others..that really grey and tormenting dictatorship in him that makes you laugh though its evil..you know..like sadistic humour almost. He is completely grey , and i am so glad.i loved all his dialogues and i am just overwhelmed in every way today. lol."agar rk ke kuttey ke saath bhi kaam karoge naa..toh aabaad ho jaaogey." ufff. kya hai ye rk . 😍
"paani kya jab room temperature hoga..tab shooting karenge."
aur dekho. 5000 kilos ka bhaao bhi khaata hai..duh.1 month laga diya apne mooh dikhaayi ke liye..aur ab paani ke liye complain kar raha hai nikamma 😡😆
" chalo pradhan , excercise karo. " 🤣 this is what i call sadistic and peculiar humiliation.
"ek ladki?...ladkiya tumhaari baat kyun sunnegi , pradhan? dekho apne aap ko..*patting pradhaan's belly 🤣*..thol nikal ta hai [🤣 🤣] aur imaandar inspectors humesha fit aur active rehetey hai." ohh goddd 😆. kya pun line maara hai..pradhan kya belly uske corruption aur bribes se compare kar raha hai waah wah kya baajaata hai 🤣
"aisi konsi cheez hai jo rk nahi khareed sakta? khudaayi. lekin baaki sab kuch bikaa hua hai...bas keemat waale ko dekhna chahiye soch samajh ke. "
i really liked this dialogue..somewhere in it i found as if he has experienced a lot in life..and his heart is not untainted behind that self involved , inhuman grey mask...as if there is so much more to him..this line touched me..especially the "khudaayi" line...it shows we have a lot more unraveling from him ..
"Jailer , tum pinjrey mein bandh parindey ko uddh ney ki chunoti de rahey ho. soch lo." i liked this a lot as well.
uff rk uff. 😍
Edited by austenrox - 13 years ago