Kal ka jab maine scene dekha to........😳😳😳
hai mera shona..main mar jaawa.........kitna cute lag raha tha...aur chupke chupke kaise seene me haath rakh diya...shaayad soch raha tha......."Dil hai ki maanta nahi..........."😳😳😳
lekin ek khayal aaya...shona jab SRK ki tarah .....atak atak ke bol raha tha.....to yaad aaya Raj to Ritu ke saamne bhi ghabra jaata tha.........shona to uss time ritu ko pasand karta tha..........phir achanak uss ne stammer karna band kar diya.......naina se pyaar jao ho gaya tha......😳😳😳(oh raj....am better den her.......)
matlab ki agar shona kisi ke saamne stammer kare...to wo use pasand karta hai....
point noted.....
wat abt rajeev.......kya rajeev bhi...............😆😆😆