aaj kal naina nahi aa rahi LRL me thank god.i dont like naina.mujte pata hai aap sab ko naina bahut pasand hai,magar ye topic unke liy hai jo naina ko pasand nahi karte.capt.ko bhi fark nahi padta naina ho ya na ho.rajveer ritu ko pasand karta hai,ritu ne diwali ki raat rajveer ko i love u bhi kaha tha,tab usne smile kiya tha.agar raj ko ye pasand na hota to react jaroor karta.naina capt. ke piche hi padi rehti hai bhaiya bhaiya raj ne uske bhaiya ki kya koi jimmedari le rakhi hai๐ก.mana ke naina ne use bachaya hai to kya pori life uska ehsaan panta rahega.naina huda ke sath hi thik hai.vaise bhi huda kitna preshan hai naina ke na hone se.
comments plz.